Thank you so much bheya meri life ma ana ka leya aur usa itna special banana ka leya 👫 ap sa milna ka bad mujha pata chala k rishta khon ka nhe ahsas ka dil ka hota hain aur mera leya ya rishta meri wo kushi ha jo mujha skoon dati ha k mera bheya hain mera sth humesha thank you so much mujha itna payar dena ka leya 😭😭
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain