Beghairat Dill dukha kr kehty hain k hm yun bs mazzak kr rhy thy yaaaaaar.🤧🤕🙄
A message for those
Who said in the end
Hum khandan se bahir
Shadi nahi karty,
Toh baatein bhi
Khandan walo se kiya karo 🤧🙄
Alhamdulillah, subah uth k kisi ko ye nhi kehna prta sorry jan ankh lg gai thi...🙄
“Hum haal na poochein to maghroor,
tum haal na poocho to masroof.”🤧
sari dunia turkish , korean dramay deikh rahi hai aur main tumary...🙄
Yellow shalwar kameez, Black jogger, oily hair, Red glasses bandi down ...👀
Me asking to myself after every 5 mins:
“dimagh tou sett haina tera?”🙄
Ftf 🤧
Aap se kisi ne pucha?" is still the best insult.🤧
Sirf ek baar Black Shalwar kameez pehnunga sab ke sab down hojaogy 🤧🙄
Zindagi mein agr koi loyal mila hai toh wo hai depression ❤🤕
Humein to apno ne lutaa Aur gairon ne bhi,
Dono harami nikle....🤧🙄
Sardi ki wja se gla khrab rehta hai wrna Arijit Singh ko bhi takkar de dena tha maine ...🙄
Zaal hoti to us ke liye Gajray le ataa..🙂🙄
Ameer Motay Ho To 'Golu Molu'
Ghareeb Motay ho to 'Sand'...
Jahan apki daal na galay,
Wahan aag taiz kar k
Daal jala do...🙄
اک دور وہ کہ سوتی تھی مجھ کو سلا کے وہ
اک دور یہ کہ کہتا نہیں شب بخیر بھی
💔💔💔
Can u tell me the next line of this song..!
Itni si baat hai ...!
Agr aapne motivation ko motivation parha h to wapis kyun gaye theek hi to parha hai.
کاش مجھے بھی کوئ کہتی
آپ کسی کے ساتھ فری نہ ہوا کریں,مجھے جلن ہوتی ہے😈💔😏 ہاۓ میرے ارمان🙈👽
#✨
ہر پوسٹ کے بعد میسنجر دیکھتا ھوں کہ اب تو کوئی امپریس ھو کر انبکس کرےگی🥺
مگر یہ سپنا سپنا ہی رہ جاتاھے.🤧
#moOd_meChaNiC 🧰
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain