Damadam.pk
Fahad-Faiq's posts | Damadam

Fahad-Faiq's posts:

Fahad-Faiq
 

kabi kabi hum par Jana chahty ha mgr rasty Jo choti choti ghltiya ki Hoti wo samne aa jati ha phr hum chah ke be par nh ho sakty pata ha kio ke wo ghaltiya hamain andar SE Marti Rehti ha phr hum faisla nh KR pati Jena ha ke Marna ha

Fahad-Faiq
 

mujhe wo be Chahta ha mujhe ye be Chahta hai main isko be haseen lgti ho main usko be Dil fareeb lgti ho rafta rafta Yu main ronk e mehfil bane phr ronk e mehfil se main nilaam hue Kisi Seth ki zenat bani waha ab wo mujhe har rooz naye tareke se marta ha kash mujhe mehfil ki ronk ban ne ks shoq he na hota

Fahad-Faiq
 

ghalti hue thi kabhi mujhse be shadeed darje ki Acha hua Tere inkar ne sedha Rasta dikha diya

Fahad-Faiq
 

ALLAH ab to nufrat be Fahad Tum se khatm hoti ja rahi ha ab bs ulti aa rahi ha 🤮🤮🤮🤮

Fahad-Faiq
 

hr insan main Thori si to sharm honi chahie

Fahad-Faiq
 

khush ho na Fahad naye Rangu main enjoy karo Zindagi

Fahad-Faiq
 

aqal si bari koi nimat nh agr ho to phr Banda samajh jata ha logo ke lehjo ko be khamoshi ko be

Fahad-Faiq
 

Meri khamoshi bhari hai Teri sub kahaniyo pe

Fahad-Faiq
 

bht baty ha Jo ab baki kissy ab tu shuro hue ha

Fahad-Faiq
 

enjoy Zindagi

Fahad-Faiq
 

wo urta Chala gaya hawao main kasoor uska nh tha Meri dheel ka tha

Fahad-Faiq
 

hiiiiiii

Fahad-Faiq
 

khilti raho khel dilo ka umeed rakho Tum he jeto gi sb baaziya kio ke Tum Dil se nh dimagh se kam leti ho

Fahad-Faiq
 

har koi Jao ghomo enjoy Zindagi

Fahad-Faiq
 

hiii all

Fahad-Faiq
 

Enjoy Zindagi Fahad

Fahad-Faiq
 

Jaha Jana chaho jao ab tumhari life ha Jese jio

Fahad-Faiq
 

dil ka Kya ha wo to samjh wo to bhrosa kr leta ha fareebi logo pe be

Fahad-Faiq
 

Gulshan main ab wo khushbo nh Tera hona na hona ab koi Ehmiyat nh rakta

Fahad-Faiq
 

tera ghuroor banta ha Fahad tujhe chahne wale hazaro Jo ha