Pakistani susral mn damaad ki ziyada izat is Liya bi ki jati h
Kyn ka yahi wo azeeem hasti h jis Na hamaray Ghar ka tohfan ko apny Ghar sameta howa ha
Hy mn cheez kahni ay
Insan hamasha dosron ki talash mn rehta h
Likin kbhi khud ko talash Ni krta
Apny wo Ni Jo dukh mn sath den
Apny to wo hn jo dukh hi Na den