Koi ye kese batay k wo tanha Q hai
Wo Jo apna thha wohi aaj paraya Q hai
Yehi donya hai Tu aakhir yehi donya Q hai
Ye hi hota hai Tu aakhir yehi hota Q hai💔

Kabhi yo'n bhi aa meri aankh me k meri nazar ko khabar na ho 💕
Mujhy aek raat Nawaz dy magar us k bad Sahar na ho 💕.
Wo baat baat par hansna Teri Ada hi sahi😊
Tamaam umr rolaya hai is Ada ne game 😂
Jab kabhi Tera naam lete hen 💖
Dil ko hato'n se thgam lete he'n 💓
Shikasta Dil thhy Tera aetbaar Kia karte 💔
Jo aetbaar hi karte Tu piyaar Kia karte 💕
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain