Husan yousaf jaisa ho ya surat bilal jaisi, ishq agar rooh se ho tu hr roop kamaal hota hai
Apne dil se nikal do tu mano, yeh chore jana tu koi kamaal nahi
Pr yo howa raaste yakja nahi rahe,wo bi ana parst tha ma bi ana parst
Zindagi ek kirae ka ghar hai ek na ek din bichrna pare ga mout jb tujh ko awaz dy gy ghar se bahr niklna pare ga
Arzo hai yahi apni dil ma mil ke hum sb madine ko jae jomte hum madine ko jae
Agar krna muhbt jurm hai tu ma mujrim ho mujhe mnzor hai hr ek saza aur hr jurmana
Kaisa yeh dard hai ishq ishq kaisa yeh marz hai ishq ishq mra dushmn mra ishq ishq
Oo mujhe chor kr jo tum jao gy bra pachtao gy bra pachtao gy
Kabhi kisi ka dil na dukae