Tera chup rehna merey zehn mien kya Beth gaya Itni avazien tujhy din k gla Beth gaya Youn ni ha k fqt mien hi usy chahta hon Jo bhi us perh ki chaon mien gaya Beth gaya Itna mitha tha vo gussy bhra lehja mt poch Us ne jis jis ko bhi Janey ka kaha Beth gaya 'Tehzeeb Hafi'