"Humaray zarf ko shahbash dijiye "
"K"
"Apki yaadon se lar rahay hain hm"


"Ik shaks kr raha hai ab tak wafa ka ziker"
"Kash"
"K us zuban draz ka koi mun noch le"
"Badlain hain andaz un k kuch is andaz se "
"K ab wo bray andaz se nazar andaz krtay hain"
"Mehboob or un k labon pr wafa ki kasam "
"Uff kya kasam thi khuda ki kasam"


"Sb chortay ja rahain hain humay "
"A zindagi tuje b ijazat hai ja aish kr"



"Kuch hosh nai rehta kuch dehan nai rehta "
"Insan mohabbat me insan nai rehta"
Neend b bhut mashqook ho gai hai
Kambakaht rat bhar nai ati

submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain