Damadam.pk
Jagu55's posts | Damadam

Jagu55's posts:

Jagu55
 

Mein dunia bhola don ga
Aik teri chaht mein

Jagu55
 

Dunya mein aye ho to love kar lo
Thora jeeo thora thora mar lo

Jagu55
 

Mujy peeni ka shoq to nahi
Peeta hon gum bholany ko
Teri yad mitani ko

Jagu55
 

Jab talk un say rabta na hua
Mein kisi gum mein mobtla na hua
Rat din ashq pi kay dekh liy
Is dua say b faida na hua
Us kay masoom say tabusum ka
Aj tak muj say tarjma na hua

Jagu55
 

Mein dar b dar dhondta phirta hon manzal
Meri jan yeh ahsan teri zat kay hain
Jurm sirf tera hi nahi
Faisaly halat ki b hain

Jagu55
 

O be wafa ab to humien galay laga kay mil ley
Bary b dard yeh din barsat kay hain

Jagu55
 

Jurm sirf tera nahi
Faisly halat kay b hain

Jagu55
 

Joru ka gulam ,mein ban kay rahon ga

Jagu55
 

Muj sa mohbat ka izhar karti
Kash koi larki muj say pyar karti

Jagu55
 

Kalam e shair bazane shair
Aye corona nadan tujy hua kia hay
Akhar is bimari ka ilaj kia hay

Jagu55
 

Kalam shair bazaban e shair
Corona corona kardi mein api corona hoi
Har koi meino karona akhy heer na akhay koi

Jagu55
 

Mein aik bat kahna chata hoon
Mein ab chup rahna chata hoon
Dia hoon agarch choota sa
Hawa ki zad ein rahna chata hoon

Jagu55
 

Jab talk un say rabta na hua
Mein kisi gum mein mubtala na hua
Us kay masoom say tabusm ka
Aj tak muj say tarjma na hua
Us ko bholon kay yad karon
Muj say aj tak yeh faisla na hua

Jagu55
 

Kanoo hal sanawan dil da
Koi mehrm raz ni mida

Jagu55
 

Pyar jhoota shi dunia ko deekhany aa ja
Tu kisi aur say milni kay bhanay aa ja

Jagu55
 

Aik sawal
Dunia ki sub say veeli (free time)qoom ka name kia hay?
😤😤😤😤😤😤😤😤😤

Jagu55
 

Jo log kuch ni karty
Wo kamal karty hain

Jagu55
 

Tum say milna batien karna
Acha lagta hay

Jagu55
 

Chalti rehtihay hamesha rukti nahi yeh dosti
Teri meri achi dosti
Tery liy mery liy sub kay liy yeh dosti

Jagu55
 

Teri aur meri parhai mein farq hay
Tum nay school say seekha hay
Mein nay zamany say