🔰Alfaaz ka chunao soch samaj k kia kre... Ap k alfaaz,ap ki tarbiat ,khandaan aur ap k mazaj ka patta detain hain.. Belagam alfaaz ... Belagam janvar ki tarah hotay hain 🔰
*Roothny walay se kaho Agr Hum aj raat mar gai tuo tumhe koon manaiga*
🔰Hum phattan log hain sahab... Izzat bhi dil se karte hain... Pyar bhi dil se karte hain... Aur dushmani bhi dil se kate hain💲
*Jab insaan apni galatiyon ka wakeel... Or dosron ki galatiyon ka judge banjai... Tu phir faislay nahi hotay hain... Faslay hotay hain*
* BADALTE SIRF INSAAN HE WAQAT TU EK BAHANA HE *
*KOSHISH KARO SUB KUCH TOOT JAYE... PER WO MAAN NAA TOOTY... JO KISI BOHAT APNAY NE... KHUD SE ZIYADA AP PER KIA HO*
¤Jo taleem aurat k Sar se dupatta or Mard k dil se khoof Door karde aiesi taleem se unparh Rehna behtar he¤ ~ ~ ~ ~ ~♡~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
♡BEST LINS♡ ☆Zindagi me agr bura waqt na aie tu apno me chuphe huwe ghair or ghiro me chuphe huwe apne duno hee chuphe rehte he☆
"Ap fareiste ban jai Tub bhi ap ko bura kehne waly log mojood honge"
*Insaan ki gharor ki oqaat bus itni si he k na tu phele bar khud naha saktha he or nahi akhri bar*
"URDU POETRY" *Khudhi ko kr buland itna k her taqdeer se pehle* *khudha badhe se khudh phuchy bata teri raza kia he*