Ghar ka chutta bacha mujh se poch raha hai ke chacha ab ap Kahan par soowo gye. Ghar pr jaga nahi hai. to Maine jawab Dia osky. ke Me aise he so jaao ga Kise koony me. π€ππππ
farz karo. koi apka acha dost ho. aur wo aapko Kise mushkil wakhat pe he aapko chor kar Chali jaae. dosti se khatam kardy. to aap Lugo ko wo manzr Kaisa lagye ga. aur aap lug Kya socho geyi phir. ___ Sach Bata na os wakhat aap Lugo ko Kiya feel Hoga. π
YAH ALLAH SHAFA DAY MERE ABO JAAN KO. β€οΈπ
aap sub mere abo jaan ke liye Dua karein wo serious hai ππππππ aap sub Dua karo ALLAH PAAK sehat day. YAH ALLAH MERE ABO JAAN KO SEHAT DO SHAFA DO.
YAH ALLAH MERE ABO JAAN KO THEK KARDY. YA ALLAHA HOSPITAL ME jetny bhi marez Hain unho ko shafa ata farmaaa Aamen. β€οΈπ
aik aur jeene ka moka do.
Ab abo jaani Kuch thek hai. ALLAH PAAK.β€οΈβ€οΈβ€οΈβ€οΈπ mere dosto meri sisters. aap sub ke dus liye bohat bohat. shukariya. β€οΈβ€οΈβ€οΈπ―π―π―π―ππππ
YAH ALLAH AAP HE HO. MERE ABO JAAN KO SEHAT ATA FARMAA AMEEN β€οΈβ€οΈπ
ALLAH Hafiz all
π
Dua karein Mera abo jaani thek ho jaaye π―π Aur aap sub mujhe maaf kardo. ππ
Kya likho me. πππ
Koch bhi nahi. hai. ππππ
πππππππππππππππππππππ
All mere abo jaane k liye Dua karo. wo thek ho jaae B's aur mujhe Koch nahi chahiye. π ALLAH PAAK. har maa baap ko sehat day. aur Apne amno panah me Rakhy Lambi ZINDAGI Day. Aamen. π―π―π―π―π me bohat mushkil wakhat me hon bohat. πππππ
ALLAH Khair Karna. mere abo ko sehat do. Aap ho . ALLAH Aapne banaya hai beshak π― aap he rehm walay ho π―
hi
boys. Kya haal hai aap sub ka. aur kis kis ne dosti me dukh aur taklef sahe aur kis me dhokha khaya


submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain