majbori. dar dar ke thokrein Khana aur APNA Naam ko es Zindagi me hasel na Karna. koi pehchan NAHI. wo bhe aik wakhte tha. taklef Dard. dukh. Khana NAHI milta ta tha. na apna Ghar na koi pata thekana. Maine Jo wakhat guzara hai wo me jaanta. aur AP sub ne APNA har wakhat aaish me guzara wo bhe apno k sath. 🎭
Maine aik baat Socha tha 🤔🤔🤔😬😬😬😬Kon sa baat tha u'llu ka patha Mera dimaag me koi yaad NAHI rakha jata. bhol jaya karta hon me. ab to ye bhe NAHI pata k Maine Kal es damdam par akar Kiya . Kiya hai ye bhe NAHI pata. mere se ziada ghady ka dimag tez hai kams km APNA kaam to thek tarhan se karta hai subha se lekar Shaam tak. 😳😳😳🙄☹️☹️
agar aap mojh se Milo
aur Mera aap Haal pocho. aur oska jawab me ye do ke... Mera kutta gum hogaya hai to aapko Kaisa lagye ga. 🃏🃏 khalble to mache gye he. . esko kehty hai. life ka point ☝️🎭🎭👈
mojhe aik baat ka dukh hai ke mere dost ne APNA mobile toor Dia. wo I'd Wala Masom hu yaar Wala. I'd. 🎭🎭🎭🎭
Koch khaas NAHI B's khosh hon 😃😃😃🙄☹️☹️
Chalo ALLAH Hafiz good night 🌼🌼🌼🤗🤗