yar posts ko catagary bhi ni mil rahy jis ko milty hy wo trend ni kar rahy hain uper sy jo trend ho jaty hy us ko count ni kar rahy hain trending posts ki counting to sai karo mhb11 aur posts ko trend bhi karo aub to like bhi mil jaty hain phir keaon ni trend kar rahy ho
aj phir damadm walon ko kea ho gea hy posts treand keaon ni kar rahy hain aur likes aur treanding posts ki counting ghalt show kar rahy hain ak tarf zeada aur dosry tarf km show kar rahy hain