kese ko mesg krna call krna itna ke wo tumhy boly ke tumhy koi Kam nhi hai q pechy pary ho ye alfaz jab Suno Rasta badl lo zid or nafs ki gulami ma mat rehna wrna zalil ho Jao gye tmhri bhi izat hai Waqar hai apni qeemat mat girao Dil NY kitni bar kah muj se
itni omar to nhi Meri ke Gamo ke dar se moot ka khod satay
lken mujy jeeny ma wo sokon Maza bhi nhi mil rha Jo mujy himat dey ye sochney ke liy ke koi aye ga mujy sambahley ga Mera Sath dy ga
Kafi arsey kr bad yah wpis Aya ho jaah mujy wada krny wlay log aklea chor gye ajeeb hi Dunia hai dokh o gam akser mily yah lkn jab bhi Akela pan pechy parta hai phr se yah ajata ho apny Dil ki bat kehny jah log andhry or behry hai waqi damadam ak ajeeb hi Dunia hai
Sardi ki rat akly pan ko bhi Akela kar deti hai is waqt ma Akela andhri rat ma thndi Hawa ma tanhaio ko mehsos krta Howa Koch pal Koch khas logo ko yad kar rha ho or Dil kar rha hai ajj bas Bolta rho or log sunty rhy
ajj Kal Dil behi confused sa rehta hai khusia kis chez se milti hai ye fisla krna bhi moshkil sa ho gya hai
kabhi kabhi khod ki khaiwsh pori krny ke bad bhot gusa ata hai Kash ma saber kr leta Yaa os chez ke liy zid nhi karta
good evening Kash hm apny mom dad ko ahmiyat dy or onki qadar kry ameen
Kafi Time bad ayaa ho sab ke nakhrry ho rhy hai 💉😐