Namaz time Sub se guzraish hai Namaz parhiye ga pehle Namaz phir dusra kaam aao Namaz ke taraf aao kamyaabi ke taraf plzzz jo Namaz nahi parhta Namaz qaim karen chand roz ke zindagi main sub kuch reh jaaye ga Namaz qaim karen Ramzaan Mubarak ke sub roze rakhen apne parents elders ke farmaanbardaari karen aur sub ko duaa main yaad karen dusroon ke liye duaa karen apne liye maangne ke zaroorat nahi parege Aur khalq e khidmat karen aur aik haath se de dusre haath ko pata na chale aur kabhi bhe kisi ka dil na dukhana khush akhlaaqi se zindagi guzarien ye addaa Parwardigaar Allah Azawajal ko Bohat passand hai Jazak Allah Thanku 🙋🙏🙏😊😊
Nobody sees my hidden tears except Allah ! . When I'm sad and I want a shoulder to cry on, nobody support me but Allah ! . . Pleasing a human is most difficult. Pleasing Allah is the easiest. . . People sometimes punish me for the mistakes I have not done. Allah ignores & excuses the ones that I did. . . That's ALLAH ! The Greatest, The Almighty, The Most Beneficent The Most Merciful And all praise belongs to Allah.
(Anmol heery) 1 Wo "Bulandi" Kis Kam Ki? Jis Par Insan Charhey Or "Insaniyat" Se Gir Jaye 2 Insan Ki Asal "Mout" Us Waqt Hoti Hay, Jab Wo Kisi K "Dil" Or "Duaon" Se Nikal Jata Hay 3 "Zindagi" Us "Azan" Se Shuru Hoti Hay, Jis Ki "Namaz" Nahi Hoti Or Khatam Us "Namaz" Pe Hoti Hay, Jis Ki "Azan" Nahi Hoti 4 "Dosti" Ka "Bharam" Sirf Wohi Log Rakh Sakte Hen, Jin K Wajood Main "Samandar" Jitna "Dil" Hota Hay