Kis Qadar Anjaa’n Hai Ye Silsila-e-Ishq..
Mohabbat To Qaaim Rehti Hai Magar ” Karne Waaly Toot Jaaty Hein
Tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai maine to mohabbat ki hai
Apnay He Hotay hain Jo DiL Pay Waar Karty Hain
"!,,,GhaLiB,,,!"
Ghairon ko Kiya Khabar DiL Kis Baat Pay Dukhta Hai....!!
Hum se bewafai ki intaha kia poochtey ho " Faraz"
woh hum se Pyar seekhta raha kisi aur k liye
uss mor se shuru karen a phair se ya zindagi..
jaha her shay hasen thi or tum or hum thy ajnabi...
Ajeeb Zulm Hue Hain Dunya Mein Mohabbat Par,
Jinhen Mili Unhein Qadar Nahi Jahaan Qadar Thi Unhein Mili Nahi,!!
Ajeeb Zulm Hue Hain Dunya Mein Mohabbat Par,
Jinhen Mili Unhein Qadar Nahi Jahaan Qadar Thi Unhein Mili Nahi,!!
Jaany kaisy jeety hain loag yaadoon ke sahaary Mohsin,
main to kai baar marta hoon ik yaad aanay pe
kabhi fursatain jo naseeb hon to chaley aana mere paas tum
hen adhurey kitny muamley meri zaat sy teri zaat tak
Wqat ka kia ha ya Guar jat ha.."""koi sath dy na dy!!!!
kabhi fursatain jo naseeb hon to chaley aana mere paas tum
hen adhurey kitny muamley meri zaat sy teri zaat tak
Chalo k Raat hui ab loatna hai mujhy…
K mere Ghar pe Muntazir hai meri Tanhai.
Kis Qadar Anjaa’n Hai Ye Silsila-e-Ishq..
Mohabbat To Qaaim Rehti Hai Magar ” Karne Waaly Toot Jaaty Hein”
Yun To Har Rang Ka Mousam Mera Waqif Hai Magar,
Raat-E-Tanhaiyan Mujhe Kuch Alag Hi Janti Hain.....
Yun To Har Rang Ka Mousam Mera Waqif Hai Magar,
Raat-E-Tanhaiyan Mujhe Kuch Alag Hi Janti Hain.....
Jhooti Mussaraton Ko Ye Haadsa Suna Do,
Hum Ghum Ki Talkhiyon Pay Imaan Laa Chukay Hain.
Wo hamari ghazal perh kr, pehlu badal k bolay .. ♥
Koi Qalam cheenay iss sy, yeh tou jaan ly chala hai .. ♥
KHushk tinkon se ghar bana rahy ho" Mohsin".....
Ye janty bhi ho mizaaj-e-Yaar AAG jesa hai......
Sirf chehray ki Udasi say bhar aye Ansoo
Dil ka alam tu Abhi ap nay Dekha hi nahi...
Jhooti Mussaraton Ko Ye Haadsa Suna Do,
Hum Ghum Ki Talkhiyon Pay Imaan Laa Chukay Hain.
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain