aaj unse milna hai hume
chal unke liye kuch lete chale
or unko duay dete chale
Sharaafat ki duniya ka kissa hi khatam
Ab jasi duniya vese hum
Nafrat bhi hum hasiyat dekh kar karte hai
Piyaar to bhut durr ki baat hai
humara ek hi asul hai Dil se karte hai mohabbat ho ya nfrat
Tabhi to yaaro ke yaar hai aur dusmano ke dua gar hai
Jis Din Yaad Karegi Meri Mohabbat Ko
Bohut Roye Gi Khud Ko Bewafa Samjh Kar
Aye dil tu kis bewafa ko yad karta ha aye dil usne to apne liye new duniya basali or tu abhi tak uske liye tarap raha hai jo apna ho kar bhi gero se mil gaye uske liya tarap na fazul hai ab to usko bhul ja koi or aye gi tere liye ab to khush ho ja
Piyar piyar muhabbat ye dawe sab log karty ha magar jab bari ati ha sath nibhane ki tab akela chor jaty hai agar piyar muhabbat chan din k liye hi hota ha
Torne wale hazaro mile gy jorne wala koi koi mile ga piyar krne wale hazaro mile gy nebhane wala koi koi mile ga aay pagli ab soch fasla ha apke hatho me
Kuch hum se kaha hota kuch hum se suna hota gero ko kaha tum ne gero se suna tum ne wo thy hi piyar k dushman or usse sun kar moo mor diya hum se aj bhi dil me piyar ha magar tujhe ha hum se nafrat
Pyar kiya hum ne badle me mili bewafai jis k liye sare jag ki baty suni wo hi chor k chaly gay khud bolty marna jena tere sath hai wo khud khushi o se je rahe ha hum ko gham dekhe marne k liye akela chor gay phr bhi bewafa myl howa
Ye pagli Wada bhi apka fasla bhi apka piyar bhi apne kia phr chor gay ap wha kiya bat hai ilzam mujhe pe laga k badnami mujhe kar gy or bewafa ho gaya meri to itni galti thi me dukh sukh me sahara bana apka or ruswa kar gay ap mujhe wha aj kal ka ye hota ha piyar
Pagli choti bato pe roth jana or piyar ki dhamki dena ye kesa piyar ha phr tujhe se to mere dushman achy ha jo har bar yad karty ha or bolty ha tujhe nhi chory gy dekho doshman nafrat me bhi yad karty ha
Samjhe daaro ki is duniya me hum pagal log hi achhe hain
Hum apne khwaab tor dete hain par kisi ka dil nhi torte apni khushiya hi qurban karty hai
Samjhe daaro ki is duniya me hum pagal log hi achhe hain
Hum apne khwaab tor dete hain par kisi ka dil nhi torte apni khushiya hi qurban karty hai
Hmaara style aur attitude hi kuch alag hai
Agr brabri krne lgoge to bik jaoge
shareef hai hum kisi se larte nhi …..
Par zamana janta hai kisi k baap se darte nhi…
Toofan bhi aana zaruri hai zindagi me tab jaakr pta chalta hai ki
Kon haath churakar bhagta hai aur kon haath pakar kar bhagta hai
Toofan bhi aana zaruri hai zindagi me tab jaakr pta chalta hai ki
Kon haath churakar bhagta hai aur kon haath pakar kar bhagta hai
Hum thore se chup kya huye
Bacche shor machaane lg gye sharifo ki
shrafat or hmara kaminapan
kisi ko achaa nhi lgta
zubaan karvi hi Sahi par saaf to rakhta hu,
Kon, Kahaan, Kab BADAL gya sabka ehsas rakhta hu.
Hasiyat to itni hai ki
Jb aankh uthate hain to nawab bhi slaam thokte hain warna hum patli gali se guzar jaty hai kahi hume na salam karna pare
Tum Zara Haath Mera Thaam Ke Dekho Tho Sahi
Log Jal Jayenge Mehfil Mein, Chiragon Ki Tarah
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain