Damadam.pk
MYL's posts | Damadam

MYL's posts:

MYL
 

Bas Deewangi Ki Khatir Teri Gali Mein Aate Hain,
Warna Aawargi Ke Liye Toh Saara Shahar PaRa Hai

MYL
 

Dil me mohabbat ka hona ZAruri hai
Vrna yaad to roZ dushman bhi kiya krte hain

MYL
 

Sun Pagli, Tere se to Mere Dushman acche hai,
Jo har baat pe Kehta hai, Tujhe chorege nahi tum to chorne ki bate karti ho MYL,

MYL
 

Sun Pagli, Tere se to Mere Dushman acche hai,
Jo har baat pe Kehta hai, Tujhe chorege nahi tum to chorne ki bate karti ho MYL,

MYL
 

Ye BADMAASHI ki baatein Soch Samajh kar kiya kar BETA,
Kyonki JIn Kitaabo se tune sikha hai wo Kitaab maine hi Likhi hai

MYL
 

Bure hai HUM tabhi jee rahe hai,
Acche hote to ye Duniya Jeene nahi deti…

MYL
 

Aaj Tak aisi koi Raani nahi bani,
Jo iss Badmaash ko Apna Gulaam bana sake…

MYL
 

Unke didar ke liye tarpata hai unke intezaar me dil tarsta hai
Kya khein iss kambkhat dil ko apna ho kar kisi aur ke liye darkta hai

MYL
 

Mujhe Udas dekh kar usne kaha Mere hote huye tumhe koi Dukh nahi de sakta,
phir kuch aisa hi hua Baad mein jitne bhi Dukh mile sab Ussi ke hue

MYL
 

Phli mohabbat ke liye dil jise chunta hai
wo apna ho na ho dil par raj hamesh usi ka rhta hai

MYL
 

Ho chuki raat ab so bhi jaaiye,
Jo hain dil ke kareeb unke khayaalo me kho jaaiye,
Kar rha hoga koi intezaar aapka,
Khawabo me hi sahi unse mil to aaiye

MYL
 

Ho chuki raat ab so bhi jaaiye,
Jo hain dil ke kareeb unke khayaalo me kho jaaiye,
Kar rha hoga koi intezaar aapka,
Khawabo me hi sahi unse mil to aaiye

MYL
 

Dekho fir raat aa gai,
Good night khne ki baat yaad aa gai,
Hum baithe the sitaro ki pnaah mein,
Chaand ko dekha to aap ki yaad aa gai

MYL
 

Dekho fir raat aa gai,
Good night khne ki baat yaad aa gai,
Hum baithe the sitaro ki pnaah mein,
Chaand ko dekha to aap ki yaad aa gai

MYL
 

Raat ko allah ka naam le ke soya kro,
Khierki ko thora kholkar ke soya kro,
Hum aayenge tumhare sapno mein,
Isiliye thori jagah chor ke soya kro….

MYL
 

Milne aayenge hum aapse khwabo mein
zara Roshni ke diye bujha diya karo,
Ab or nhi hota intejaar aapse mulakaat ka
zara apni aankho ke parde to geera diya kro…

MYL
 

Mujhe asi friend chahiye jo khas ho dukh sukh me or ghami khushi me sath ho leke nikha ka pegam apne pas ho jena hai to islam ki warna zindagi udas ho haram piyar haram muhabbat se dor bhagta hu zindagi ki talash hai ye koi shayeri nhi haqikat ki dastan hai

MYL
 

Raat hai kaafi thandi hwa chal rhi hai,
Yaad me aapki kisi ki Muskaan khil rhi hai,
Unke sapno ki duniya me aap kho jao,
Aankh kro band or araam se so jao…

MYL
 

Raat hai kaafi thandi hwa chal rhi hai,
Yaad me aapki kisi ki Muskaan khil rhi hai,
Unke sapno ki duniya me aap kho jao,
Aankh kro band or araam se so jao…

MYL
 

Hum tumse khafa ho nahi sakte,
Waada kiya to bewafa ho nahi sakte,
Aap bhale hi hume bhulakar so jao,
Magar hum aapko yaad kiye bina so nahi sakte,