Damadam.pk
MaHi+MaNo's posts | Damadam

MaHi+MaNo's posts:

MaHi+MaNo
 

Ya logh jub humain khoen ga
Yaqeen karo baht rooee ga💔💔

MaHi+MaNo
 

AAM HA SARA JAHAN
MERE LEA KHAS HA SIRF TOO ❤❤🌹🌹

MaHi+MaNo
 

Tum se behtar bhi agar muyasar ho to
Phir bhi main entekhab tumhara he karoon ge❤❤🌹🌹

MaHi+MaNo
 

Humain kahan se aaye ga loogoon ka dil jeetna
Hum to apna he har bethe han tum par🌹🌹❤

MaHi+MaNo
 

Neyat pakeza or aerada nikah ka ho to
Koi MUHAABAT gunah nahi hote🌹🌹❤

MaHi+MaNo
 

Wo shaks mujh pa jaghta ha
Mere ghooroor ki tarah🌹🌹❤

MaHi+MaNo
 

Bazahir to tamashe ka hissa hun
Par andar se tanhaa or khamosh ha ZINDAGI💔💔
MaHi.misha

MaHi+MaNo
 

Kuch logh tamasha karte han
Muhabbat ka fasana karte han
Phir aagh lagha kar angaN ko
Phir ujharne ka bahana karte han 💔💔

MaHi+MaNo
 

Koi is dor main wo aayene taqseem kare
Jis main batin bhi nazar aata ho zahir ki tarah💔💔

MaHi+MaNo
 

Kuch pal ka,sath de kar tum na
Pal pal kelea be_chen kar dea❤❤🌹

MaHi+MaNo
 

Ap chaee ki tarah ishq to kejea
Hum biscuit ki tarah dhoob na jaen to kehna❤❤🌹
MaHi..mishaa

MaHi+MaNo
 

Baat itni se the ka tum pyare laghte the
Baat itni barh gae ha ka ab raha nahi jata❤❤🌹
MaHi..mishaa

MaHi+MaNo
 

Wo na mere ankh na jigar na qalb main rehta ha
Wo dard ban kar mere aadhe sir main rehta ha💔💔

MaHi+MaNo
 

❤Judaee to muhabbat ke pehchaan hua karte ha
Tum sirf mere ho is baat ka khayal rakhna❤❤🌹

MaHi+MaNo
 

Nafrat nahi ab kise se
Bus ab koi acha nahi laghta💔💔

MaHi+MaNo
 

Siyahh raat main jalte han jugnoo ki tarah
Diloon ke zakham bhi muhsin kamal hote han💔💔💯🔥

MaHi+MaNo
 

Koi nahi jan sakta ka muskurahat hua shaks
Apne andar kitni jangeen larhta ha💔💔💯🔥

MaHi+MaNo
 

Mere wehm se mere guman tak
Ya safar wafa ka tha
Mere talab se mere naseeb tak
Ya fesala khuda ka tha❤❤

MaHi+MaNo
 

Jis se pochne tere bare main
Kehta ha
Khobsoorat baht ha
Par wafadar nahi ho sakta💔💔
MaHi

MaHi+MaNo
 

Lash pash na vekh ve arheya
vekh na sundar mukhre
Har mukhre de andar dil ae
Ta har dil de andar dukhre💔💔
MaHi