Hamesha choti choti ghaltyo sy bacho q k insan paharo sy nahi choty choty patharo sy he thokry khata hain
Asy kam karo k jis sy dosro ko fyda ho na k ap os main apna fyda talash karo
Good ni8
1 baba g saudi arab gaya to waha naswar khaty hoye pakra gaya to police waly ny osy arbi main kaha yaha naswar mana hain os bat par baba g ny osy galy lagaya or kaha mujy pata nahi tha k naswar khany sy pehly b dua parni hote hain
1 sardar g ka beta howa nars ny akar kaha mubarak ho beta howa hain to sardar g ny kaha meri bv ko mat batana main osy surpriz donga
1 pathan samandar main dob raha tha k achanak os k hat ak machli aye os ny machli ko bahar phanka or kaha tum to bacho mera Allah bachany wala hain
Zarori nahi roshnya charagho sy ho betya b gharo main ojala karte hain
Bohot mushkil hota hain chahry sy dil ka dard parna k jin logo k dil toty ho pehchany nahi jaty
Asy he kisi ny nahi kaha k dil na dhokhaya karo ak ahhh naslo ko rond dete hain
Zindagi main acha sabak wo log he hasil karty hain jin logo ny dhoka khaya ho or muskil wakt dekha ho
Ja jany waly tujy har par chor diya hum ny agar koi muj sy zyada chahny wala mil jaye toh osy mera salam kehna
Ajeeb hain dunya walo ka andazi muhabat zaham laga kar kehty hain khosh raha karo
Bari mushkil sy suladia khod ko apni ankho ko tery khwab ka lalich dekar
Na pochos ki badnasebi ka alam wo mujh ko kho k kehta hain mujy tum yad aty ho
Tujy ye shak hain k tery liye jan na depaengy mujy yeh dar hain tu bohot royega mujy azmany k bad
Main ny b badal deye ab osol zindagi bus jo humy yad karaga wahi yad rahaga
Jo kam ap ko chup k karna pary toh samaj jaya karo ye kam ghalat hain
GOOD MORNING AII FRIENDS
Shayeri khyl hain lafzo ka har koi khelari nahi hota
Hazrat Muhammad saw ny farmaya mari umat har gunnah karsakte hain jhot nahi bolsakti or dhoka nahi dasakti
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain