Muhabbat or mukadar main azal sy zidd ka rishta ha...☹️
Muhabbat jab hoti ha mukadar roth jata ha... 😭
Maine muhabbat k nasy aa kr usy khuda bana diya.. ✌️
Hoosh tab aya jab us ny kha k khuda kasi aik nai hota... 👌

Her saza qabool ke hum ny sir jhuka kr... 👌
Kasoor bas itna tha k bakasoor thy hum....😶
Zalim duyia ma zara sambhal k rahna... 🌹
Mary dost
Ya palko pr bithaya jata ha nazroo sy girany k liya... ☹️
Ya tari halki se nafrat aur thora sa ishq... 😍
Ya maza ishq ha ya saza ishq... 😋
Bht qareeb sy guzara ha anjan bn kr... 😶
Jo bhy dur sy phchan liya karta tha... 😍

submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain