Kaash k Tum sun Sakti mere tarapty hue Dil ki dharknoon ko, mere na khatm hone waaly jazbaaton ko Meri beqarari phr mujhy yuun takleef na hoti Dil man kuch tu sukoon muyasir hota aaaah tumhen koi ehsas he nhi Mera 😔❤️💔💔 kbhi kbhi sochta hon khatm kar dun is saari tarap ko dimagh ki sun lon Tum kbhi bhi nhi badlogi, Sare armaaano ko dafnaa dun phr Jo takleef hogi usy bardasht karun man..💔💔
Assalam alaikum Eid Mubarak ho sab doston ko Allah Pak apko hmesha khush rakhy salamat rakhy aaj k is ba barkat din k sadqy man apki tamaam mushkilen asaan kare, apky opar dheer saari rehmaten naazil kare,aur apki tamaam jaaiz hajaat ko pora kare, apki family apky walidaain ki Umar man barkat atta farmaaeee aur mujhy apni duaon man yaad rakhin ❤️❤️❤️