Shaheen Jesi Parwaz Teri Shan Hai Insan. Os Dunya Me To Apne Liye Maqam Peda Kar. Jahanum Teri Qismat Teri Fitrat Ki Waja Se. Islam Pe To Pukhta Imaan Peda Kar. ( Muhammad Shehzad Masroor )
‘Pyar Usko Milta Hai Jiski Taqdeer Hoti Hai..! ‘Bahut Kam Hatho Mein Ye Lakeer Hoti Hai..! ‘Kabhi Juda Na Ho Pyar Kisi Ka..! ‘Kasam Khuda Ki bahut takleef hoti hai.
Ek shakhs paas Reh Kar samjha nahin mujhe, Is baat Ka malal hai,shikwa nahin mujhe, Main usko bewafai Ka ilzaam Kaise dun? Usne toh ibteda se hi chaaha nahin mujhe, Pathar samajh Kar paon se thokar laga diya, Afsos teri aankh ne parkha nahin mujhe! Kya umeedein baandh Kar aaye teh saamne, Usne toh aankh bhar K dekha nahin mujhe!
Tere Pyar Mein Humne Sara Jag Thukraya Hai, Fir Bhi Tune Kadam-Kadam Per Sataya Hai, Tu Apne Kasmein Vaadon Se Mukar Gayi, Teri Berukhi Ne Mujhe Har Lamha Tadpaya Hai.
hum ko kis k gham ne mara. ye kahani phir sahi. kis ne tora dil hamara. ye kahani phir sahi. dil ke lutane ka sabab pucho na. sab ke samane naam aayega tumhara. ye kahani phir sahi. nafaraton ke tir kha kar doston. ke shahar mein hum ne kis kis ko pukara. ye kahani phir sahi.
Mere 2 wish te. 1 sucha piyar. 2 shahadat ki mot. piyar to kbi nai mela.par a mere khuda shahadat naseb farma mojhe. umed se aya ap k dar par umed hai khali nai jao ga.