Aankho ki gehrai ko samajh nahi sakte,
Honto se kuch keh nahi sakte,
Kaise baya kare hum aapko yeh dil ka haal ki,
Tumhi ho jiske bageir hum reh nahi sakte.
Tumhari Yaad Ki Khushboo, Mere Daman Se Lepti Hai,
Bada Acha Sa Lagta Hai Tumhe Hi Sochte Rehna
Har kadam Har pal saath hai,
Dur hokar bhi hum aapke pass hai,
Aapko ho na ho par hume aapki kasam,
Aapki kami ka har pal ehsaas hai.
Apni Sanson K Daman Mein Chhupa Lo Mujhko,
Teri Rooh Mein Utar Jane Ko Ji Chahta Hai
Chehre pe mere zulfo ko phailao kisi din,
Kyu roz sirf garajate ho, baras jao kisi din,
Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se,
Phulon ki tarah mujpe bikhar jao kisi din.
Labon Pe Hont Rakh Kar Kaha Uss Zalim Ne,
Kya Shikayat Kya Gila Hai Ab Bolte Q Nahi
Main Jazab Kar Loon Sari Thakawatian Teri,
To Ik Baar Mere Bazuon Main Aa to Sahi
Batane ko jo bekarar hai wo bat batane do zara, Mohabbat ka ikrar hume karne do zara, Rakhenege tumhe apni zindgi apni jaan bana kar, Bas pyar ka izhaar karne do zara.
Apny Honton Se Keh Do Yoon Na Muskuraya Karain,
Hum Baray Gustakh Hain Choom Liya Karte Hain
Hath Rakh Ke Woh Mere Dil Pe Farmane Lage 'Sahab',
Dard Kahan Hota Hai? Kab Hota Hai? Ab Ho Raha Hai?
Har taraf raah main the kaante bichay hue..... Mujh ko teri talab thi, guzarta chala gaya....
Chupke se dhadkan me utar jaayenge,
Raahe-Ulfat mein had se guzar jaayenge,
Aap jo hamein itna chahenge,
Hum to aapki saanson me pighal jaayenge.
Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe,
Is Qadar Toot K Chaho Muje Pagal Kar Do
اپنے فضول سوالات کے ذریعے دوسروں کی زندگی تباہ و برباد مت کیجئے*
🙏🙏🤔🙏🙏🤔🤔😢😢😢
ایک نوجوان نے دوسرے سے پوچھا:
آپ کہاں کام کرتے ہیں؟
اس نے جواب دیا: فلاں دکان پر.
پھر پوچھا: اچھا! دکان والا آپ کو کتنی تنخواہ دیتا ہے؟
اس نے جواب دیا 5000
نوجوان نے بڑی حیرت سے پوچھا: 5000 بس ؟
اتنے میں کیسے تمہارا گزر بسر ہوتا ہے۔ یقینا وہ دکان والا اس لائق نہیں کہ آپ اس کے پاس اتنی تنخواہ میں کام کریں۔
اسی دن سے اسے اپنے کام سے نفرت ہونے لگی
۔ وہ دکان والے سے تنخواہ بڑھانے کی درخواست کرنے لگا۔ دکان والے نے تنخواہ بڑھانے سے انکار کر دیا۔ تو اس نے کام کرنا ہی چھوڑ دیا۔ پہلے جو کچھ کماتا تھا اب اس سے بھی ہاتھ دھو کر کے بیٹھ گیا اور بے کاری کی زندگی گزارنے لگا۔
Tujhe baaho me bharne ko dil chahta hai, tujhe tut kr chahne ko dil chahta hai, kash dur ho jaye ye fasle darmiyan hamare, ki tujhe ji bhar kr dekhne ko dil chahta hai.. Love u ..meri jaan.
Suno..Waise to "tum" meree "pehlee" pasand ho.. Magar maine "chahaa" hai tumhe apnee "aakharee" mohabbat kee tarah..
Us dil se pyaar karo jo tumhein dard de, Par us dil ko kabhi dard na do jo tumhein pyar kare. Kyun ki tum duniya ke liye koi ek ho, Par kisi ek ke liye saari duniya ho...
Tere Chehere Pe Mere Noor Hogi Phir Na Tu Mujhse Kabhi Door Hogi, Soch Kya Khushi Milegi Uspal Meri Jaan, Jab Tere Mang Pe Mere Naam Ka Sindur Hogi.
Wo Mere Pyar Ka Kis Qadar Mazak Udha Gaya,
Ke Muje Muhabbat Karne Ki Saza Suna Gaya,
Humne Muhabbat Ka Agaz Ush Se Hi Kiya Tha,
Or Wohi Is Ko Injam Tak Phocha Gayaa
Wo Mere Pyar Ka Kis Qadar Mazak Udha Gaya,
Ke Muje Muhabbat Karne Ki Saza Suna Gaya,
Humne Muhabbat Ka Agaz Ush Se Hi Kiya Tha,
Or Wohi Is Ko Injam Tak Phocha Gayaa
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain