Damadam.pk
NIMU-55's posts | Damadam

NIMU-55's posts:

NIMU-55
 

Tum ney andaz e mohabat dekha hai anda z e wafa nhi
Pinjrey khol bi do to kuch prindey jaya nhi kertey

NIMU-55
 

muskraya na kro labon ki shaan jati hai tumharey hont hiltey hain hamari jaan jati hai

NIMU-55
 

Merey dil key aaeney mein tasveer hai tumhari ab tum to ban gey ho zindagi hamari
Ye duaa hai meri Rab sey tujhey saadagi mein sb sey meri saadgi pasand aey

NIMU-55
 

Usey dekhun to bhook mit jati hai yaaro meri aakhon ka rizq hai merey yaar ka chehraa

NIMU-55
 

Mera naam matti pe likh ker mitaya na kro
Aankhein sach bolti hain mujhey jhoot btaya na kro

NIMU-55
 

Aaj lagta hai mein hawaon mein hun aaj itni khshi mili muje
("YE KHUSHI MUJE DIA NE DI HAI I LOVE YOU DIA";)

NIMU-55
 

ZARII I MISS YOU ZARII I MISS U
ZARII I REALLY MISS YOU

NIMU-55
 

ZARII I MISS YOU ZARII I MISS U
ZARII I REALLY MISS YOU

NIMU-55
 

Na ker muhtaj kisi ka zamaney mein mujey
Kami hai kon si ya Rab terey khazaney mein

NIMU-55
 

Mulaqatein urooj per thin to jawab e azaan tak na diya 'Iqbal'
Sanam jo rootha hai to mouzan bney beithey hain

N  : Koi tahalaq na jorho... - 
NIMU-55
 

Mohabat krney ke liye kuch makhsoos dil hotey hain
Ye wo naghma hai jo har saaz pe gaya nhi jata

NIMU-55
 

Mareez e ishq hun mein tu kar dey duaa

NIMU-55
 

Mein ney chaha tumein tum ney chaha kisi aor ko
Khuda krey jisey tu chahey wo chahey kisi aor ko

NIMU-55
 

Jahan dekho ishq ke bimaar beithey hain hazaron mar gey laakhon tyar beithey hain
Tabah kr ke larhkiyon ke peechey tahleem apni phir kehtey hain molvi sahib duaa krein berozgar beithey hain

NIMU-55
 

Kal meri birthday hai frnds

NIMU-55
 

Chalo mohabat ki neiy bunyad rakhtey hain
Khud paband rehtey hain tumein aazad rakhtey hain
Hamarey khoon mein khuda ney taseer hi aisi rakhi hain buraiyan bhool jatey hain achaiyaan yad rakhtey
Ye soch ker ho na jaey mohabat mein gustakhi
Ham apna har qadam terey qadam ke baad rakhtey hain

NIMU-55
 

Dil sey dil mila zindagi muskaraiy
Koi dekh key jal geya kisi ne di duaa

NIMU-55
 

Badaltey mosam sey badaltey hain rishtey
Jo dil pey guzri wo bhlaa kehein kis sey

NIMU-55
 

Wo jazbon ki tjarat thi ye dil kuch aor samjha tha
Usey hansney ki aadat thi ye dil kuch aor samjha tha
Us ki aankhon mein dhanak sey rang hotey they ye us ki aam haalat thi ye dil kuch aor samjha tha