zndagi
" " " Udaas shamon me lot kr wo aana bhol jata hai,
" " Kr k khafa mujhko manana bhol jata hai,
" " "Inhi Aaditoon ne uski mujhe badnam kr dala,
" " "Wo likh k naam dewaron pe mitana bhol jata hai,
" " "Mat poch muhabat mai laa parwahi uski,
" " " Dy k zakham wo marham lagana bhol jata hai,
" " "Kitna dilnasheen hota hai uski yaad ka Waqat
" " "Wo jb bi yaad aata hai zamana bhol jata hai."
{
Manzil pe pahochna hai to kaanton se na ghabrana
____kaante hi to bada dete hain raftaar qadmon ki