Kbi bi Kise ko chota ya kamzor Mat smjhna qk Corona Mn hazaron Rupy k Kapry shorom Mn latky Rhy Gai or ek chota sa Mask Arbon Rupy ka business kr k chala Gaya 💯..
Rasool Allah s.a.w ne farmya: Anqareeb logon pr dokhy se bhar por Saal Ayengy_ Un Mn Jhoty ko Sacha Samjha Jayega Or Sachy ko Jhota kaha Jayega- bd diyanat ko Amanat dar Samjha jayega Or diyanat dar ko bd diyanat kaha Jayega_💌💯
Ye jang Islam or kufar ki jang Nhi, Watan ki jang hai agr Afghanion ko apna Watan Aziz hai to humen aik hazar bar apna Watan Aziz hai 🇵🇰🇵🇰💪🏻🙂💫. Pakistan humesha Zinda bad🇵🇰.. or dosri bt mn ye kahunga woh bi humary Musalman Bhai Hain or ye sari sazish India ki hai, Afghanistan q bhol gya hai America ki foj ko Afghanistan se kis ne nikala tha Russia ki foj ko Afghanistan se kis ne nikala tha 🙂.. or aj ye Afghanistan Pakistan foj se jang kar rha hai afsos.