Deed kis ko Mayasar Tere Zaat ki_ Laakh Mousa ne Tujhse Munajat ki_ Phir bi Tune Na un Se Mulaqat ki Chup k Pardy Mn ki Jb kbi Bt ki_ Aur Mohammed (s.a.w) ki Du Badu Guftugo π₯° Allah Hoo Allah Hooβπ»..
Har Ghar pe Nabi (s.a.w) leky Gai Noor e hidayat~ Taif Men Gai leky Apny Deen ki dawat umat ka dard- Dard Men Woh Dil ki kefiyat umat mere umat mere, umat k ise fikar Men jalny ka Maza dekh~~ Allah k Rasty Men nikalny ka Maza dekh π―.
Kia Khob tha Ghar ka woh Manzar do yar thy Ghar k Jb Andar. Allah kia Ishaq tha woh Siddique ki Ghod Nabi ka Sar. Woh Sanp ka Dasna bhana tha Allah ko ye Batlana tha Siddique k Aansu Qemti Hain girty Hain Nabi k Chery par. Mery Dil Mn dharkta Hai Jo Bashar Aqa Ka Susar Momin ka Fakhar π€π
Sokhi howe lakri Ko Jo Talwar bana dy. Insan to insan darkhton ko Jo Chala dy. Ungli k Ishary se Kary Chand k Tukry. Douby howy Sooraj ko Jo bulwa ley doubara. Aqa (S.A.W) hai humara Moula hai humara ππ€π―π₯°.
Jiska Siddiqui r.a, Umar r.a, Usman r.a Nahi. uska Khuda ki Qasam Ali r.a bi Nahi π. Muawiya r.a, Umar r.a se Jo bi jaly π. Zahir hai usy phir Ali r.a q Mily π‘οΈβ£οΈ. Mery pyary Aqa s.a.w ka Ghulam Ali r.a π₯°. Umat ko Rab ka Inaam Ali r.a π€