Aik Luqma Pet tk Poncha ne Qudrat ne Kitna Intazam Kiya
hai k Garam hai to Hath bta dety
hain, Sakht hai to Dant bta dety
Hain, Karwa ya Metha hai to Zaban bta deti hai !
Or agr Khushbodar ya badbudar hai to Naak bta deti hai,
Bs Haram hai ya Hilaal ye fesla
humen Krna hai 🙂.
Bager dawaiyon k Soty ho.
Subha Bager Taklef k Uthty ho.
Bager Shary k Aty Jaty ho.
Bager Kise Parhez k Khaty Pety ho.
To Kaho Na Alhamdulillah 💯🙂.
Hitler Ne Kaha Tha,
Sirf Aik he Mazhab hai Jiske
Men Izzat Karta Hon Or Woh
Islam hai-
Sirf Aik he Nabi hai Jiske
Shaan ka Men Qail hon Or Woh
Mohammad s.a.w Hain !! 💚😊
75 sal se bataya or pharaya jata Raha k Palestin par
Yahodiyon ka Qabza hai,
Baqi Islami Mumalik Azaad hain
Lekn Ab PATA chala k Sirf Palestine Azaad hain Baqi Islami Mumalik Par Yahodiyon ka
Qabza hai 💯🙂
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain