Assalam o alaikum how are you all , what's going on.
Zindagi musalsal ek thaka Dena Wala Amal hn
Allah Karam karna apna...
Mosam change hone k sath mere tabiyat b harab ho jte hn
Her din ek Niya umeed le k ATA hn
insan bohot he nashukra hota hn.
Hum samjhte hn achi taleem hasil karengay to Khushi milayge , phir os k bad samjhte achi job milayge to hum khush honge ,phr kehte hn achi jaga bat pakki hoge to Khushi milayge phr shadi or Bache , hum khushiyo k ly reason talash Kar rahay hoty hn humre pass Jo Khushi hoti hum onko b mehsos Karne se mehroom hojte hn or phr ese khushiyo ko dhondte dhondte humri life he hatam hojti hn..
Insan ko Jo sub se zaida effect Karne wali cheze hn o insan k apno ka raviya hota , log hamesha ek jesy nhi rehte , halaat badge hn waqat badalta hn tarjeehat badalti hn , es ly khud ko khud sambalay apne apko time de , apne zaroryat ko samjhe or apni izzat e nafas ko kbi b dossro k ly majrooh na Kare.
Kuch logo k sath Beth k ap ko waqai main ehsas hota hn k Zindagi kahi na kahi khubsorat b hn.
Insaan ka koi raaz raaz nhi rehta , es ly hamesha burai k beech boneay se guriz Kare..
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain