Bv ne shohar ko ungli ke ishare se bulaya 
Shohar dorte hue 
Kya hua begam 
Begam hanste hue 
Kuch nhi ungki ki taqat Dekh Rahi thi
Paisa kehta hai mujhe hasil Karo or sb ko bhula do..... 
Waqt kehta hai .......
Mere peeche chalo....... 
Baki sb ko chor do...... 
Future kehta hai mare liye koshish Karo.....
Baki sb ko bhula do......
Or allah kehta hai ......
Mujhe yad Karo Men sb kuch tumhare qadmon men dal doonga.......
Thikana qabar hai tera 
Ibadat kuch to kar 
Kahawat hai
 khali hath kisi ke ghar nhi jate
Kisi ke ghar jao to apni aankhain kaabo men rakho
Or jab os ghar se niklo to apni zaban kaabo men rakho 
Taki wahan ki izzat or raaz dono salamat rahain
Uljhano ke is bheed men... 
Lapata hai zindagi... 
Good night all ...
 
				
			 
				
			 
				
			Maa to jannat ka phool hai π
Pyar karna os ka asool haiπ 
Duniya ki muhabbat fazool haiπ
Maa ki har dua qubool haiπ 
Maa ko naraz karna insaan πteri bhool hai π
Maa ke kadmon ki mitti π
Jannat ki dhool hai π
Zundagi jab rulae to samajh jana......  
Gunnah maf ho gae..... 
Or zindagi jab hansae.... 
To samajh jana..... 
Dua qubool ho gai.....
 
				
			 
				
			 
				
			If you have nothing in life but ......
A good friend you are rich.....
 
				
			 
				
			 
				
			 
				
			Wo din bhi kamal Ka din hoga.....!!! 
....!!!
Jis din humara inteqaal hoga...!!!
 
				
			submitted by 
uploaded by 
profile: 
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain
		