Peson k Qarz To
Ada ho Jaty Hain
lekn Raviyon K Qarz
Humesha baqi Rhety Hain π―.
Salam us pr k jis ne
Badshahi Mn faqeri ki
Salam us pr k jis k Ghar
na chandi the na Sona tha
Salam us pr k tota boriyan
jiska bichona tha
Durood un pr Salam un pr
yahi khena Khuda ka hai
Khuda k bd Jo hai Martaba
SALLIAllAAA ka hai
vahi sardar-alam hai
vahi ghamkhwar umat hai
vahi to hashr k medan Mn
sab ki shifat hai π―β£οΈπ
Mohammad S.A.W Humary
bari Shaan waly π―β£οΈ.

Mery Nabi ka farman hai
Tum apny Akhlaq achy karo
Mn tumhen Janat ul firdus
Mn Ghar lekar dunga π―π.
Mera Rab Mujhy bar bar
Tanha Kar k ye Ahsas
dilata hai dekh akhir
Kon hai Tera is dunya
Mn Mery Siwa π―βπ»π
Suna Hai ap har Ashiq
K Ghar Tashreef ly Aty Hain
Mery Ghar Mn bi ho Jaye
Charagha Ya Rasool Allah
s.a.w π₯°π€
Yad Rakhy Zamana O jiske
Zulekha Ashiq ho jaye
usy Yousuf Khety Hain,
Aur Jiska Allah Ashiq ho jaye
Usy Mohammad e Mustafa s.a.w
khety hain π€π.
Mere Zindagi bi us
Qabristan ki Tarha hai
Jahn Log to bhtt hain
par apna koi Nhi ππ₯Ί
Umar Kam hai to
kia howa dunya
ka har Roop dekha hai π₯Ίπ₯Ί
Rothengy Tumse Kuch
is Trha se Zindagi k
phir Kbi wapis nhi ayengyπ₯Ίπ₯Ί
Or Jb Mn khak nashen
ho Jaon
To tum Tanha mere Qabar pr
Seepary Pharnaπ₯Ίπ₯Ί
Woh aik Shaks jo
Mera Sath deta
Mera Muskurana sara
Zamana dekhta π₯Ί
Mard ki Sakht Taren
chez uski Ankhen hain
Jo Qabristan se to
bagher Roye lot Ati Hain
Lekn Man Pasand aurat k
Mamly Mn chalak Jati hain π₯Ί
Toty howy dil ko to
Allah Sanbhal lega
Ye dil torny Waly
Kahn jaingy π₯Ί
Ye Chera Ab humesha
k liye Sony Wala π
Mujhy Kainat ka ye Tasulsal
bhtt be Reham lga or Ajeb lga
Jhan har Koi dosry ko kha
Kr zinda Rhena chata hai π₯Ί
Or kia Sabot deta
Mn apny Pyar ka Tumen
Kia tumne apna lehja or
Mera sabar Nhi dekha tha π₯Ί
Kitny Khush Naseb
hoty Hain woh log
Jin ko wafa k badly
wafa Milte hai π₯Ί
Mujhy Intazar tha
k Tm samjhogy Mujhyπ₯Ί
Tumne samjha diya
k bs Intazar he kroπ₯Ί
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain