Chalo! Thodhi Muskurahat batte hain.. Thodha dukh taklif ko daat te hain.. Kya pata ye saanse choor kab tak hain.. KYa pata Zindagi ki chargi me door kab tak hai!
way to Hyderabad π Hyderabad se kon kon Hy ya per
Zindagi jeene ko ek yaha khwab milta hai, yaha har sawal ka jhuta zawab milta hai Kise samajhe apna kise paraya, yaha har chahare pe ek naqab milta hai
Zindagi Ke Liye Jaan Jaroori Hai, Jeene Ke Liye Armaan Jaroori Hai, Hamare Paas Chahe Ho Kitne Bhi Gham, Tere Chehre Par Muskan Jaroori Hai.
Kal na hum honge na koi gila hoga, sirf simati hui yaadon ka silsila hoga. Jo lamhe hai chalo hunskar bita le, jaane kal zindagi ka kya faisla hoga
Badal Jati Hai Zindagi Ki Sachai Us Waqt!
Jab Koi Tumhara Tumhare Samne Tumhara Nahi Rehta !
Aahista Chal Aey Zindagi Kai Qarz Chukana Baqi Hai,
Kuch Dard Mitana Baqi Hai, Kuch Farz Nibahna Baqi Hai
follow to karlo zalmu
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain