Damadam.pk
Prince_M786's posts | Damadam

Prince_M786's posts:

Prince_M786
 

Likhne wale ek ehsan likh de. Mere yaar ki takdir me uska pyar likh de. Na mile kabhi dard use mohobbat me. Tu chahe to meri takdir me gum hazar likh de.

Attitude Quotes image
P  : Thora Karwa Hy but Sach Hy - 
Attitude Poetry image
P  : Post by prince 🤗 - 
Prince_M786
 

Jab Bhi Girti Hai Ye Boonde Dharti Per Mere Dil Mai Ek Aas Hoti Hai, Jab Bhi Girti Hai Ye Boonde Patto Per, Mere Dil Ko Tera Ahsas Hota Hai, Dil Me Tufan Sa Mach Jata Hai, Jab Tu Door Ho Or Barsat Hoti Hai...

Life Advice image
P  : Life advice - 
Good morning
P  : Aslam alaikum good morning 🌄 kase hy ap sub dears - 
Prince_M786
 

Ye zindgi tere sath ho.. ye aarzoo din rat ho.. mai tere sang sang chalu tu har safar me mere sath ho... mai kaanton pe bhi chal paau tere pyar ki jab barsaat ho... kabhi shaam dhale jab hum mil na paayen na din dhale na raat ho... Ye jindgi bus tere sath ho..

Beautiful Nature image
P  : So cute 🐈 - 
Prince_M786
 

Bahot Sukoon Milta Hain Sachhe Pyar Mein,
Poori Duniya Simat Jaati Hain Apne Hi Yaar Mein

Beautiful Nature image
P  🔥 : Beautiful nature - 
Prince_M786
 

Is muhabbat k rishtey ko nibha jao kisi din, Jo mil jaye kabi fursat tu paas aa jao kisi din, Milta hai sab kuch sabhi ko ye suna hai, Mujh ko to faqat tum hi mil jao kisi din, Barson say ye Dil mera khaali hi pada hai, Tum Apny Naam ki takhti hi laga jao kisi din, Mohobat k naam ko kis tarha basaya jata hai apni sanson me Mujko b hunar aisa sikha jao kisi din, Muqadar me jo ho tu wo kabhi badalta nai Fursat milay tu dil ko ye samjha jao kisi din.

Social media post
P  : Post by prince 🤗 - 
Prince_M786
 

Suna hai wo keh kar gaye hai ke ab to hum, Sirf tumhare khawboo main hi aayenge, Koi keh de unse ki wo vada kar le hum se, zindagi bher ke liye so jayenge...

A naam waly
P  : A naam waly - 
Prince_M786
 

Mohbat wo hasin gunah hai Jise har insan khusi khusi karta h, Par mohbat me intezar wo saza h Jo sirf wahi karta h jo sach me mohabbat karta hai..

Beautiful Nature image
P  : Beautiful nature - 
Prince_M786
 

Kabhi-Kabhi Mohabbat Me Waade Tut Jate Hai.... Ishq Ke Kache Dhage Tut Jate Hai.... Jhuth Bolta Hoga Chand Bhi.... Isliye To Ruth Kr Tare Tut Jate Hai..

Beautiful Structures image
P  : Beautiful nature - 
Good morning
P  : Aslam alaikum good morning 🌄 kase hy ap sub dears - 
Prince_M786
 

Wo Aaj Phir Mile Aankhein Chaar Hui,
Dil Se Dil Ki Phir Takraar Hui,
Kehne Lage Kahan Hai Mohabbat Teri,
Hmne Kaha Wahin Dafan Hai Jahan Apki Duniya Abaad Hui