Hum jab muskuraty hain toh...ππΈππΈ
Udaasi bhi kehti hai...ππ₯
πΈπΈπ»πΈMashaAllahπΈπ»πΈπΈ
Likha hai kyaa lakeeron me mohabbat ki khuda jany...π₯ππ₯
Jo dil hadd say guzar jaye kisi ki woh kahan many...π₯ππ₯
Hmay poucho kyaa hota hai bina dil kay jiye jana...π
Bohat ayi gaye yaadin magar is baar tumhi ana...ππ₯π
Toot jata hai khudd say waasta...ππ₯π
Jab tujh say raabta nahi hota...π₯ππ₯
Tera mera rishta hai kesa ik pal dorr gwara nahi...πΉππΉ
Tery liye hr rooz hain jeety tujh ko diyaa mera waqt sabhi...ππΉπ
Ik lamha mera nah ho tery bina hr saans pay naam tera ho likha...πΉππΉ
Kyu ky tum hi ho...π»
Ab tum hi ho...π»
Meri zindagi ab tum hi ho...π»
Chain bhi mera dard bhi...π»
Meri aashqi ab tum hi ho...πβ€οΈπ
Kay tery bina jeena mumkin nahi ...πΉπ
Nah dena kabhi mujh ko tu faslay...πΉ
Main tujh ko kitna chahti hun...πΉππΉ
Yeh tu kabhi soch nah saky...ππ€πΉ
Kay tery liye duniya chor di hai...π»πΈπ»
Kay tujh pay hi saans aa kay ruky...ππΉπ
Main tujh ko kitna chahti hun ...πβ€οΈ
Yeh tu kabhi soch nah saky...πΈπ€π»πΈ
Har kisi kay samny jhuka nahi karty...π»π₯
Jahan izzat nah milay wahan ruka nahi karty...π»π₯
Yaadon me rehtay ho hamesha meray saath...πΈπΉπΈ
Tumhary is ahsaan ka bhi 100 baar shukriya...πΉππΉ
Woh meray liye itna khaas hai...πΈπΉπΈ
Jitni dharkan kay liye saans hai...β€οΈπΈπ
Duniya waly mera dukh nahi samjhty...π€ππ₯
Main apny sary dard khuda ko dikhaon gi...πππ
Meray dil day tukray seenay wich bikhray...πππ
Ik naam tera hi lainday reh gay....πππ
Ap say pakeezgi ka taluq hai hmara...π»β€οΈπ»
Ap toh tahajud ki duaa ho hmari ...πΉβ€οΈπΉππΈ
Kisi ne poucha kyaa karti ho?....π€
.
Main ne bhi hans kar keh dia....π
.
.
...π»ππΉ...Nakhry...πΉππ»...
Meray chehray ki sari hansi us say hai...β€οΈπππβ€οΈ
Ya Rab meri hansi hamesha slamat rkhna...πΉπΈπππΉπΈπ
Nahi ati mujhy adab o adaab wali guftghu...πΈππ₯π»
Main jab baat karti hun toh lihaaz nahi karti...πΈπΉπΈ
Meray chehry say kafan utha kar khoob dedaar kar lena...π₯ππ₯ππ«
Phir nazr nahi ayin gi woh aankhein jinhy tum rooz rulaya karty thay...π₯πππ₯
Meri mayyat par any ka wada hai un ka...π«π₯π«
Brhi shiddat say us din kay intezaar me hun...π₯π₯π₯
Mukamal toh bas kahaniya hoti hain...π«π₯π«
.
Mohabbatein toh hamesha adhori rehti hain...ππ₯π
Munafiq logon ko brhy hi qareeb say daikha hai main ne...π»ππ»
Yakeen mano brhy hi ba adab hoty hain...π»ππ»
Kay us ki galiyon say guzry gi mayyat meri ...π«ππ«
Farishty yeh lalach day kar meri jaan lay gay...π«ππ«
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain