Dua Maangi Thi Ik Aashiyaane Ki;Aandhiyaan Chal Padi Zamaane Ki;Mere Gham Ko Koi Samajh Na Saka;Kyonki Mujhe Aadat Thi Muskuraane Ki!
Chaar Din Ankh Ma Namee Ho Gi
Ham Merr Bee Gae To Kya Kamee Ho Gi
Mere Lafzo say na kar mere qiradaar ka faisala
Tera vajood toot jaaye ga meri hakeekat dhoondhatee dhoondhatee
Intizaar Tha Ham Ko Jin Ka Barasoo See
Vo Aye To Thee Magar Bichar Jaany Ka Liye
Kaise ajeeb log hain tere shehr mai SAHIL shok-e-dil lagi to rkhte hain mgr qadar ni krte
humari pyas ka andaz bhi bohat munfarid hai dost kabhi daryaon ko thukrate hain to kabi anson tak pi jate hain
Log kehte hain nafrat kharab cheez ha,
Tu muhabat ne hamain kon sa jhola jholaya.
hum loog bhe kitnay ajeeb hay.
nishaian mehfooz rakhte hai aur logon ko Khoo datay hain
Dil naumeed to nahi naakam hi tou hai
Lambi hai ghum ki shaam magar sham hi tou hai
kisī sabab se agar boltā nahīñ huuñ maiñ
to yuuñ nahīñ ki tujhe sochtā nahīñ huuñ maiñ
fāsle aise bhī hoñge ye kabhī sochā na thā
sāmne baiThā thā mere aur vo merā na thā
ġham aur ḳhushī meñ farq na mahsūs ho jahāñ
maiñ dil ko us maqām pe laatā chalā gayā
ik lafz-e-mohabbat kā adnā ye fasānā hai
simTe to dil-e-āshiq phaile to zamāna hai
ai dost ham ne tark-e-mohabbat ke bāvajūd
mahsūs kī hai terī zarūrat kabhī kabhī
ye mujhe chain kyuuñ nahīñ paḌtā
ek hī shaḳhs thā jahān meñ kyā
Wo hairaan hain mery sabr par to keh do Unhain..
Jo Aansu Daaman par nhi Girtay, Wo dil ko cheer jaty hain...
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain