Damadam.pk
RAJA.SAHIL's posts | Damadam

RAJA.SAHIL's posts:

RAJA.SAHIL
 

Tu ne daikha he nahi kabhe sath mere chal Ke,
Main hon tanhai ka bhi sath nibhane wala!

Bhool Jaane ka hunar
Mujhko sikhaate jaao
Jaa rahe ho tou sabhi
Naqsh mitaatey jaao
Chalo rasman he sahi
Murr ke mujhe dekh tou lo
Torrte torte taaluq ko
Nibhaatey jao
Kabhi kabhi yeh mujhe sataye
Kabhi kabhi ye rulaye…
Faqat mere dil se utar jaiye ga
Bicharna Mubarak bichar jaiye ga
R  : Bhool Jaane ka hunar Mujhko sikhaate jaao Jaa rahe ho tou sabhi Naqsh - 
RAJA.SAHIL
 

Teri shikayat kar doon
Tujhko gale laga kar
Teri shikayat kar doon
Tujhko gale laga kar
Teri galtiyon ko phir se
Jaaun tujhko samjhakar
Main ja raha hoon door
Tum awaz dogi kya
Main ja raha hoon door
Tum awaz dogi kya
Tera naam dhokha rakh doon
Naraaz hogi kya
Tera naam dhokha rakh doon
Naraaz hogi kya

RAJA.SAHIL
 

Dil jab tootta hai to Aawaaj nahin Aati! Har kisi ko Muhabbat raas nahin Aati! Ye to apane-apane naseeb ki baat Hai! Koi bhoolata Nahin aur kisi ko Yaad bhi nahin Aati!

RAJA.SAHIL
 

Abhi Sooraj Nahi Dooba Zara Si Shaam Honay Do
Me Khud Hi Laut Jaunga Zara Na-Kaam Honay Do
Mujhey BadNaam Karne K Bahaney Dhoondte Ho Kyun
Main Khud Ho Jaun ga BadNaam Pehlay Naam Honay Do
Abhi Mujh Ko Nahi Karna Hai Aitraaf-e-Shikast
Main Sab Tasleem Kr Lon ga Ye Charcha Aam Honay Do
Meri Hasti Nahi Anmol Phir Bhi Bik Nahi Sakta
Wafaaen Baich Lena Par Zara Nelaam Honay Do
Naye Aghaaz Main Hai Hosla Kyun Torr Bethay Ho
Tum Sab Kuch Jeet Jaoge Zara Anjaam Hone Do.

RAJA.SAHIL
 

“akhir kyon na saza milti hamen Muhabbat Ki
Humny Bhi Bohat Dil Toray Teri Khatir”

RAJA.SAHIL
 

yaado main kabhi aap bhi khoye hoge khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge maana hasna hai aadat gum chupaane ki par haste haste kabhi aap bhi roye hoge

RAJA.SAHIL
 

Iss Rang Badalti Duniyan Main Insaan Badaltay Rahtay Hain.
Ghar Aik He Rehta Hai Mahmaan Badaltay Rehtay Hain.
Jiss Dil Main Khushian Basti Hain Wahin Ghum Ka Basira Hota Hai.
Nadaan Mohabat Waloon K Arman Badalty Rahtay Hain

Mera Humraaz Hai Har Rang Ka Mausam Lekin ! Sham-e-Afsurdah Mujhe Sab Sey Juda Janti Hain.
R  : Mera Humraaz Hai Har Rang Ka Mausam Lekin ! Sham-e-Afsurdah Mujhe Sab Sey - 
RAJA.SAHIL
 

Ya Badal Gaya Ae Tu
Ya Phir Ohi Haal Tera
Ya Ajj Bhi Mann Bharde
Bas Jisma Naal Tera
Mujhe Maaf Kario Maine
Yun Pucha Haal Tera
Oh Teri Badal Gayi
Ya Ohi Chaal Ae
Oh Besharam Oh Behaya Oh Bewaffa
Oh Tera Ki Haal Ae
Oh Tera Ki Haal Ae

RAJA.SAHIL
 

Oh Mainu Jihde Karke Chaddeya
Dil Apne Cho Kadheya
Mainu Jihde Karke Chaddeya
Dil Apne Cho Kadheya
Ohnu Chadd Ditta
Ya Halle Vi Naal Hai
Oh Besharam Oh Behaya Oh Bewafa
Oh Tera Ki Haal Ae
Oh Tera Ki Haal Ae

RAJA.SAHIL
 

Mugh Se Is Baar Milo Ge Tu Samgh Jao Ge
Kaisa Hota Hai Kisi Shaks Ka Pathar Hona

RAJA.SAHIL
 

Filhal to youn hain kuch kar nahi Sakte.. Taire bin marna hoga sath mar nahi Sakte.. Sukhy Hue pattay Hain tahni pa lagay hue.. ..Kismat to dekho Jhaar nahi Sakte

Kasay Karon Atbaar Muhbbat Par

Log Pal Bhar mein Tuh Badal Jaty hai
R  : Kasay Karon Atbaar Muhbbat Par Log Pal Bhar mein Tuh Badal Jaty hai - 
RAJA.SAHIL
 

Choro yay wafa k qisey yay umron ka Rona Hai Pehle Kon Humara Tha Ab Kis Ne Humare honahai..!

RAJA.SAHIL
 

aadat ke baad dard bhī dene lagā mazā hañs hañs ke aah aah kiye jā rahā huuñ maiñ

RAJA.SAHIL
 

Dil jab tootta hai to Aawaaj nahin Aati! Har kisi ko Muhabbat raas nahin Aati! Ye to apane-apane naseeb ki baat Hai! Koi bhoolata Nahin aur kisi ko Yaad bhi nahin Aati!

RAJA.SAHIL
 

Kuch Khud Bhi Thay Afsurda se Kuch Tum bhi Hamse Rooth gaye Kuch Khud Bhi Zakham k Aadi thay kuch Sheeshay hath se Choot gaye Kuch khud Bhi thay Hassas bohat Kuch Apnay Muqadar Roth gaye Kuch tumko Such se Nafrat thi Kuch Hamse Bolay na Jhoot gaye Kuch logon ne Uksaya Tumhen Kuch Apnay Muqadar Phoot gay Kuch khud itnay Muhtaat na thay Kuch Log bhi Hum ko Loot gaye Kuch Talkh Haqaaiq thay itnay

RAJA.SAHIL
 

Kasay Karon Atbaar Muhbbat ParLog Pal Bhar mein Tuh Badal Jaty hai

RAJA.SAHIL
 

Hum ko Khushi Mili bhi to Kahan Rakhein gy HumAnkhon mein Hasratein Hain or Dil mein Kesi ka Gum