Suno ye chand lamhy hyn Muhabbt sy basar krlo ain mumkin hay hawa ky dosh pr aik din tumhen paigham ye aye wo jin ki jaan the na tum ! wo jaan sy haar baithay hyn 🩶
Haan , Thak chuka hon , tumse tmhary lie larty larty Pareshan hogaya hon khud sy bhi Tumse muhabbat krky mainy khud ko khoo diya hay. Kya tha main or kya hogaya hon ❤️🩹 Na ab baat krni,Na ab mulaqaat krni Na moqa dena , Na umeed rkhni Ratoon ko ro ro kar na ab chain khrab krna na ab ansu ki barsat krni Haan , ab tumsy kabhi baat nahi krni