Asllamu aliakum jumma mubarik ho sub ko good morning have a nice day
achi bhali guzar rhi the zandgi fr hum jawan ho gaya 😢
roz sunchta ho bhol jaoo ga onha kambhakat yahi bt ma bhol jata ho ❤️😊
jo bet chuka wo waqat ka khal tha ab ma khalo ga or waqat dekha ga 🔥
huma nazer andaz karna walo sa nazra hum be nhi melta 😎
or ager Tujha koy farq nhi parhta to mari jaan dekh ma be zinda ho 😊
tu bus dekh kar muskara diya kar melna melwana mara rab ka km ha❤️
mati sa bana howa insan aj filtar pa ghroor karta ha
sarif khamiya hi nikal sgta hn log barbari karna ki oqat jo nhi 🙏🏻
ishq ab apna shar ma karna q ka patrol mhnga ho gaya ha 😂😂😂🤭
tara badlna koy barhi bt nhi mana kafro ko muslman hota howa dekha ha ❤️
muntzir be kamal ka hn mara apna be kamal ka hn 😊
mhuj dar ha tari barbadi ka q ka mana apna rub ro ro ka apna insaf jo manga ha
jo do ga wo lot kar aya ga fr wo chiya dhoka do ya izat
jahn mu toorhna ka dil kara whn muskrna tarbiyat khalta ha
jab be karo ga had par karo ga ya qiyeda qanon mara pala nhi parhta
aaghaz to subhi acha karta hn masla akhir tak sath nibna ka ha
bhatreen insan amal sa pechna jata warna achi batai dewar pa be likhi hoti hn
Asllamu aliakum
good morning
#have_a_nice_day
❤️❤️❤️❤️❤️❤️
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain