Damadam.pk
Rameen22's posts | Damadam

Rameen22's posts:

Rameen22
 

Mara bd kis ko satao ga mujha is tarha say mitao gay mujh ko to barbad Kia or kisy barbad Karo ga ro ro k faryad Karo ga tari ya aada ya berukhi khati hai mujhsay k or bhi q mujha sharabi bana dia ha sharab Pina sikha dia....😞

Rameen22
 

chota chota wo Rasta kb Mari manzil hua khoya khoya wo milna kitna mushkil hua shab Roz ka milna tha Kia mujha ja youh milna tha kia to chor day is Hal pr mgr sun lay Mari ya dua.......koi Chand rakh Mari sham pr Mara Dil jaly Tara name pr...😞😢

Rameen22
 

Wo kaha jay ga mujha chor k mujhsay dor.....
Us say rha he nhi jata Mara Bina ......
Dunya USA takha day ge wo sukon k laya Mara pass hi aay ga.....😞

Rameen22
 

Mari ankho ma Jo nami hai...😢 wajah tum ho tumhari hi to kami hai.....😞

Rameen22
 

Ma jis din bhula do Tara pyr Dil say wo din akhri ho Mari Zindagi ka.....😞

Rameen22
 

Tum lot aao ga Mara pass ya yaqin hai mujha.....😢
Bus dakhna ya hai ya ka Mara yaqin jeeta hai...😢
Ya Mari moot....🤐

Rameen22
 

Tari umeed Tara intezar karty hai A sanum hum to sirf Tum say piyara karty hai.....😢💔💔💔💔

Rameen22
 

Dukh AGR hum ko apna batana nhi aata....😞
To Kia hua tum ko bhi andaza lagana nhi aata...😏

Rameen22
 

Sirf aik bhany ki talash ma hota hai nibhany Wala bhi...🙂 Jany wali bhi...😏

Rameen22
 

Hum bewafa har giz na tha par hum wafa Kar na saky hum ko mile jis ki saza hum wo khata Kar na saky kitne akhyli thi wo Jin pr hum tanha chaly.....😢😞

Rameen22
 

SB khaty hai sbr karna say ALLAh Pak hr masome ki ankho k ansu ka badla layta hai.......
Phr Allah Pak Mari ankho k ansu uski ankho ma q nhi data hai ....silent msg for someone

Rameen22
 

Nind nhi aa rhe bhot koshish k bd bhi koi achi se nind ki goli ka name Bata day plzz jisa khany k bd kabhi ankh na khulay.....😞

Rameen22
 

کون کس کے ساتھ مخلص ہےفرازؔ وقت ہر شخص کی اوقات بتادیتا ہے

Rameen22
 

muhabbt ma wafa ka zahair kha kr...
Ma apna Faraz pora Kar chuki ho....
Mujha hi pochna ko aay hai ap...
Mgr ma ma to shayad Mar chuki ho....😞

Rameen22
 

wo apni Jeet pr khush zary khumar batha hai....😏
USA Kia khabar wo mujha har batha hai....😢😞

Rameen22
 

: !!!__ AyE Jo marii QaBaR Par TuMneY MosKoraDia !! !! MaHi !! !! BijLi ChaMaK Kar Gir Pari KaFaN SaRa JaLa DiYa_Alone

Rameen22
 

Ma ho aik safaid Kali to hai lala zar zinda ooo jawaid rhy Tara Mara pyr Mana tumko Pana hai Ma na Mano har Dil ki dharkhan khayti hai to Mara dildar hamysha sath nibhao ge wada karti ho dunya walo say Jana ma kb darti ho Tara pyr ka darya say Pani bharti ho Tara Dil ki galio say Roz guzarti ho to hai Mari Zindagi to hai mara Mann ma ho aik safaid Kali to hai lala zar.....😞

Rameen22
 

Kar ya wada zindagi bhar mujhko na to chor na mara Dil ki saya to maan Mara na torna maan Mara na torna man vich marato Basta ankhia nuh to jajta ma Tari ho gie maharbah....ishq tamasha tanshaa ishq tamasha.....😢

Rameen22
 

Sochti ho mujha Kia milay mujha sbr hi ka sila milay kise gum ki Dil ma jaga milay wo Jo Mara hai mujha AA milay na Mana koi Gila Kia na hi Mana di hai dhohaya Mari zat zaray bay nishan Mari zat zaray be nishan....😢

Rameen22
 

gumah hai Tara lot aana ka......😢
Dakh kitne bad gumaan ho ma...😂😂😂👉😏