Sochta hon k bohat sada o masoom h wo M abhi us ko shanasy muhabat na karon Rooh ko us ki aseer e ghame ulfat na karon Us ko ruswa na karon waqf e musibat na karon Socta hon k abhi ranj sy azaad h wo Waqif dard nahi khogar e alam nahi Sahar e aish m us ki asar e sham nahi Zindagi us k liye zahar bhra jam nahi Sochta hon k muhabbat h jawani ki khizaan Us ny dekha nahi dunya m bharoon ky siwa Nikhat o noor sy labreez nizaroon ky siwa Sabza zaroon ky siwa or sitaroon ky siwaπSochta hon k gham e dil na sunao us ko Sochta hon k jala dy gi muhabbat us koπWo muhabbat ki bhala taab kaha laye gi Khud to atish e jazbaat m jal jay gi Or dunya ko is injamm py tarpay giSochta hon k bohat sada o masoom h wo M usy waqif ulfat na karo
Nafrat sy aur pyar sy phly ki bat h Y tjh par aitabar sy phly ki bat h Dil mery ikhtyar m hota to tha magar Y tery ikhtyar sy phly ki baat h ππππππ