Ma na dwa mangi thi
Ay Allah mary ghar ki sari preshaniyan khtum hojaye😶😶😶
Phir yad aya ma hi na khtum 😐hojaoo ma hi tu sab sa bari preshani hoon 🥺🥺🥺🥺
Tuba Tuba 🙄🙄🙄
Jitni larkon ko neend aati ha 🤔🤔🤔
Utni inko akal ajaye tu 🙄🙄
Tu qasam sa in ki life set ha 😂😂😂😂
Meri ap sab sa guzarish ha ke
eid ka ghosht jahan bhi den
lakin
dimag sirf larkon ko den
🤣🤣🤣🤣🤣🙄🙄
Aur ya such ha yaaar
ma bachpan ma bhot choti thi 🤭🤭🤭🤭
Garmi itni Bar ryi ha
mara tu barf ka pakoray khane ko dil kar raha ha 🤣🤣🙄🙄🤭
Chawal chonty chonty neend agyi
Chawal chonty chonty neend agyi
Suba uthi tu Eid agyi ☺☺☺
Kal mana paroosi ka bache ko mara
tu uncle Ghar complain karne agy
Mana unsa poucha ya
Ya apka beta ha lagta nahi ha
ap tu itne handsome hou
Bus larai khtum🤭🤭🤭🤭🤭
wo mujy pouchna ya tha ka
🤔🤔🤔🤔
Ma sudhar jaooo
Or
ya insaan ban jaooo
Attitude muj ma nahi ha par😇😇😇
koi batameezi kare aur ma khamosh raho
itni seedhi nahi hoon yaar 👻👻👻👻
mara ap sab sa question ha
agar larki punjabi ma kuri ha 🤔🤔🤔
tu
larka kura hoa na?
Log : tum apne apko samjhti kya hou 🤔🤔
Mee : apne ghar ki ladlii queeen 👑💍👸💅✊🤭🤭
Ap attitude ki baat karty hou
Ma jab paida hoi thi tu poora 2 saal kisi sa baat nahi ki thi itna attitude ha muj ma ☺☺☺
Duniya : love is easy 😎
Meeee : queen is busy ☺☺
mery ghar walon ka mutabik ma sirf 3 cheezon ma expert hoon
1 :mobile chelane ma 📱
2 : kaam begarne ma 🤣🤣🤣
3 : moon chelane ma 🙄🙄🙄
Nahi hoty muj sa ghar ka kaam
Ary yaaaar
koi mary ko kidnap hi kar lo 🥺🥺🥺
Abo na mobil ki talashi li😶😶
Tu bola beta g ☺☺☺
ya zong wale kuu pouch rye ha 🤔🤔
Mary janu na khana khaya🤭🤭🤭
Dear Friend Ali
Tu itna door ha
kash ghar ka pass hota
tu baal khenchti
Galiyan dati
Gussa utarti
Huh 🥺🥺🥺🥺
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain