Damadam.pk
S@eed_Ali_786's posts | Damadam

S@eed_Ali_786's posts:

S@eed_Ali_786
 

DiL Yu Na Kabhi Udas Hota.
Jo Koi Apna Hamare Pas Hota.
Yu To Humne Sat Dia Aksar Apno Ka.
Pr Kash Kisi Ko Hamari Tanhaiyo Ka Ehsas Hota..
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

WAQT MILY TO HAMEIN YAAD KAR LENA
PAL PAL NA SAHI DIN MAIN EK BAAR YAAD KAR LENA
DOST HONGE AAP KE HAZAAR PAR
HUM AIK HAIN ITNA YAAD KAR LENA
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Tum mujhe bhool kar to dekho
Har khushi routh jayegi
Jab akele tum baithogi
Khud-ba-khud meri yaad aayegi
Sheeshe ke gharon main dekho to
Putther dil wale buste hain
Jo pyar ko khail samajhte hain
Aur tor ke dil ko haste hain
Kash khushiyon ki koi dukan hoti, hume v usko pehchan hoti, bhar dete aapk daman khushiyon se, kimat uski chahe meri jaan hoti

S@eed_Ali_786
 

bhool ja usay jo tere mukadar main nahi hai,
kyo hatho ki lakeero ko talash ta hai bar bar
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Wo Karte Hain Baat Mohabt Ki, Par Mohabt K Dard Ka Unhein Ehsaas Nhi, Mohabt Wo Chaand Hai Jo Dikhta Hai Sb Ko, Pr Usey Pana Sb K Bus Ki Baat Nhi.
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Aisi Bewafai ki us bewafa ne, K Mohabat b badnaam hogai… Apni mohabat ki aisi keemat wasool ki usney… K hamari qabar tak neelam hogai
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

khowhish-e-ishaq b bhar poor saza daiti h
aag ban kar jo jawani ko jala daiti h
itna b na toot kar chahoo kisi ko
itni chaht b mohabat ko gira daiti h
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Kabhi-kabhi Zindgi me ye tay karna bada muskil ho jata h ki GALAT kya h???
"Wo jhooth jo chehre pe muskan laye"
ya
"wo sach jo aankon me aansoo laye"
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Hum apni zindgi mein
har kisi ko iss liye Ehmiyet dete hain…!!!
Joh acha hoga woh khushi dega,
aur
Joh bura hoga woh sabak dega…!!!
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Raste kaha"khatam hote hain"zindgi ke safar me"
Manzil to wahi hainjahan khawaishen " Tham jaye....
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Mohabbat Ho Dil Se Ho Nai To Kisi Ko Dhoka Deny Se Acha Hai Kisi Se Mohabbat Hi Na Kren Or ALLAH PAK ki Jhuti Kasme Bi Na Khae Or Mujhe Un Logo Se Bhut Nafrt H Jo Yakin Dilane K Lie ALLAH PAK KI JHUTI KASM Khate h

S@eed_Ali_786
 

Bewafa Hai Duniya Kisi Ka Aitbaar Na Kro...Har Pal Dete Hai Dhoka Kisi Se Pyar Na Kro...Mit Jaoge Beshak Tanha Jee Kr...Pr Kisi K Sath Ka Intezaar Na Kro
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Hum woh phool hain jo roz roz nahi khiltay,
Yeh wo hont hain jo kabhi nahin siltay,
Hum se bichro ge to ehsas hoga tumhain,
Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Dil se labon tk ek dua reti hai
Har dum ap ki parwa rehti hai
Khuda har sukh dy zindagi ka apko
Har dua main Rab se yehi elteja rehti hai
πŸ’Good MorninGπŸ’
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Kya Naseeb Paya Hai Yaaron..
Wo Meri Duniya Thi Lekin Meri Kismaat Mein Nahi Thi,
Kaash..!
Ki Wo Meri Kuch Na Hoti Bas Meri Kismaat Mein Hoti..
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Jab jab mein leta hun saans tu yaad aati hai,
Meri har ek saans me teri khushbu bas jaati hai,
Kaise kahoon tere bina mein zinda hun,
Kyunki har saans se pehle teri khusbu aati hai…
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Vaade bhi dostone kya khoob nibhaye,
jakhm muft aur dard tohfemein bhijwaye.
Isse badhkar wafadari ki misal kya hogi,
ki maut se pehle hi kafan lekar aaye.
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Hadees!
Agar Dunia Main Koi Shakhs Dosray Shakh K Gunahon Ko Chupata Hai
Aur Parda Poshi Karta Hai
To Roz-e-Qiyamat ALLAH TA’ALA Bhi
Us Ke Gunahon ki Pardha Poshi Kare Ga Aur Usay Muaf Kar De Ga.
πŸ’—β€œJUMMA MUBARAKβ€πŸ’—
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Wafa k wady vo saray bhula gya chup chap,wo mery ke diwarain hla gya chup chap,main js ko chota hu vo zkhm dyta ha,wo phool aysy chamman may khla gya chup chap…
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™πŸ™

S@eed_Ali_786
 

Hum YAD rahe to thek wrna BHULA dena
Ho koi KHTA humse to hame SAZA dena
Wase to hain hm
GEELY kAgaz ki manind
LEKHA jye to
thek wrna
JALA dena.
S@eed AliπŸ™πŸ™πŸ™