wO pOuxhna yeh tha k mUhabbt k safar mEi rOti apni le kr jani parhti ya mEhbOob k ghr sE ati 😋😁😁
KhUshQiSmt hain wO shOhar Jin ki biviyaan maikyY gayi hOi thy
AUr
PeexhE sE lOckdOwn hO gya 😜😁😁
Single hOne ka faida
Na rOna na dhOna ,na shOna,na mOna
Na parents ka trUst khOna
BsS sara din Khana aur sOna 😜😁😁
HamEsha mUskurate raha kijiyE
Ek tOh mUskurane sE bnda cUte lgta dOsra mUft mEi dUshmanOo ka khOon jlta rehta hai 😜😁😁
Pta nhi ammi k damaad nE maSsk pEhna hOga bhi ya nhi 😜😁😁
AsSlam-O-AlaikUm
ChOty chOty alfaaz insaan ko ghUlaam bna dEytay hain
JEsay k qabOol hai qabOol hai qabOol 😜😁😁
Main baba ki shEhzaadi hUn
AUr mama ki kaam wali 😜😁😁
DaStOor-E-Ishq sub ko nhi aata
AUr
Jis ko ata hai uSko nibhana nhi ata 💜💜
Jantay hO sbr kia hai ?
yeh jO hUm log mbl charging pr lga kr krte 😜😁😁
Jis din meray Baal abidaa parveEn aur shakal jOhn Elia jesi hO jati
Us din hmarE ghr mEhmaan aa jatay hain 😜😁😁
Ek wqt tha mbl girta tha tOh battery bahir aa jati thy
Ab girta hai tOh dil bahir aa jata 😜😁😁
Bn jaa tU mera raja tUjhe cOoking sikha dUn gi 😜😁
Aaj kl kuxh lrkiyOon ki shaadi pr maa baap sE ziada
MUhallay k lrkE rOo rhy hOty hain 😜😁😁
Shaadi waly din dUlha apnE aaS pass khUbsOorat lrkiyaan dekh dekh kr parEshaan hO tha hOta hai k aaj sE PEhly yeh Kahan thy 😜😁😁
Bada axha wEather hai mUltan ka mzaa hi aa gya 😜😜😊
MEra bada Dil krta hai kOi mUjhE bhabhi bUlayE 😍😍😜😁
BUra waqt bhi kUtt jata hai
BsS phOne charge hOna chahiyEe 😜😁😁
2030 mEi rishtay kuch yUn tOota karain gE
Beta kuxh lEhaaz karO
WO tiktOk ki mraSan aur hUm PUbg k mUjahideEn 😜😁😁
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain