Mera aik sawal hai😕😶 Yar jo shaqs jo humse bohat door hoke bhi,humara dil buri tarha dukha sakta hai, Wahi sahqs agar thori deir k lye😶 Humare samne ho...to...😕 humara rad_e_amal kiya hoga😶? kiya kahein gy hum unko?😕 Zara kabhi sochna....😶Thori der k lye hi sahi magar lazmi 🥀
Guzr raha tha socha👀 Pochta challon.... Aik shaqs jiske comments mai 10 15 log jar waqt mojood hoon, replies mai Ata jata har koi uske 7 masaq kare,hasse,gappe mare...Har ata jata use poche "Kiya ho raha hai😏"? Aur har kisi ko Aik Alag Jawab mile...Aik namoona jise uske ghar mai kabhi kabhi nahi pehchanta wo kahe k "Follow back😊🙏🏻"Or phr join 1on1 for "Good_Gupshup"... Ab Guzar raha hoon to zara yh batao👀: Jo bnda har 1 se freely baat kare,wo tumhe kiya private rakhega?🤨 Jise har ane wala hassa saake,wo tumhare gham mai kiya shareq hoga?🤨 😏Jo har kisi ka So called'Friend'ho, Wo 1 tumhara'Best Friend' kese hoga?🤨🔥🔥 . #ذرا سوچئیے #YehSareMilkeHumkoPgalBanaRahehain🤪