Damadam.pk
SARANG's posts | Damadam

SARANG's posts:

SARANG
 

Good Morning Frainds๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’
Have A Nice Day

SARANG
 

Entzaar karb ka doosra naam he or wo entzar jo entzar par hi khtam ho bara zalim hotA he beqadri krne walon ko qadar tab hoti he jab waqt apne hath men nahin rehta jab sab kuch bigar jata he to ham chah kr bhi kcu thik nahin kr pate koi cheez toot kr pash pash hojae awal to wo jurti nahin or jur bhi jae to apni asal shakl men kbhi nahin aati
๐ŸŒžAFTAB.Aafi๐ŸŒž

SARANG
 

Tamam sacha pyar krne walon ko happy valintain day๐ŸŒž๐ŸŒž๐ŸŒž๐ŸŒž๐ŸŒž๐ŸŒž๐ŸŒž๐Ÿ‘๏ธ๐Ÿ‘๏ธ

SARANG
 

Tum se mansoob to har dard bhi mujhe dawa lage.
Baheen aansu trpe dil es kefyat mn bhi mza lge.
Hr roz ek naya zakhm de sar aankhon pr sanam mere.
Bs khd se door na krna teri ek pal ki duri bhi saza lge.
Teri baten tera chalna tera pyar tera larna.
Har andaz hi tera mjhe ek pyari adda lage.
Aata nahin Aafi mujhe dil men utar jane ka hunar.
Fkat wfa he mere pas bs meri wfa tjhe wfa lge.
๐ŸŒžAFTAB.Aafi๐ŸŒž

SARANG
 

Are ahmako kan khol kr sunlo kab pakistan se alag kashmer he.
Bhool gae ho to phir yad dilata chaloon pakistan ki sheh rag kashmeer he.๐ŸŒžAFTA.Aafi๐ŸŒž

SARANG
 

Tera naqsh dunia ke naqshy se mitane ko ye bahana buht he.๐ŸŒ
Ke tere napak qadam๐Ÿฅพ๐Ÿฅพhen qabiz kashmeer par.๐Ÿฏ๐Ÿฆ
๐ŸŒžAFTAB.Aafi๐ŸŒž

SARANG
 

Aao meri aankhon ka entzar๐Ÿ‘๏ธ๐Ÿ‘๏ธ parh lo.
He kitna mjhe tum se pyar๐Ÿ‘๏ธ๐Ÿ‘๏ธparh lo.
Tumhen mhbat ka yqeen dilaon ks trha.
Bs ek bar ye akhyan ashkbar๐Ÿ‘๏ธ๐Ÿ‘๏ธparh lo.
๐ŸŒžAFTAB.Aafi๐ŸŒžโค๏ธโค๏ธโค๏ธโค๏ธโค๏ธโค๏ธโค๏ธโค๏ธ

SARANG
 

Ek tajarba ajeeb huwa Mera dil kisi ka hogaya to laga dia mene not for sale ka lable๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™๐Ÿ™
Ek rash sa lg gaya sabit huwa usi shy pr hoti he kharidaron ki ksrat jo bikao nahin hoti๐Ÿคฃ๐Ÿ˜‚๐Ÿ˜‚๐Ÿ˜†๐Ÿ˜๐Ÿ˜ƒ๐Ÿ˜€
๐ŸŒžAFTAB.Aafi๐ŸŒž

SARANG
 

Ab to Aa bhi jao meri jan k ab to aadhi shb beet bhi gai.
Meri tareek zindagi men jugno ki manind chmkte ho tm kbhi kbhi.
๐ŸŒžAFTAB.Aafi๐ŸŒž

SARANG
 

Koi kyun kr kre coment meri post pr
Dil dil ki bat he wahin dikhta he wo jska jahan dil kre.๐Ÿ˜ฉ๐Ÿ˜ฉ๐Ÿ˜ฉ

SARANG
 

Hsb-e-Aadat tera yun bin btae chale jana.๐Ÿ˜”
Kam nahin kisi saza se ye adda teri.๐Ÿ˜”
๐ŸŒžAFTAB.Aafi๐ŸŒž

SARANG
 

Har phool pr jo bhinbhinaae wo bhnwra nahi hun men.
Aafi jalti shama men kood kr jal jaae wo patanga hun men.
๐ŸŒžAFTAB.Aafi๐ŸŒž

SARANG
 

Matlab ke dil men abhi kuch khllish baki he.
Aafi maaf krdia usne mjhe maaf na krte hue.
๐Ÿ’”๐ŸฉธAFTAB.Aafi๐Ÿฉธ๐Ÿ’”

SARANG
 

Ahsas-e-shidat-e-gham tab hota he AFTAB.
Jab khud ko giraftar-e-karb pata he koi.
๐Ÿ’”๐ŸฉธAFTAB.Aafi๐Ÿฉธ๐Ÿ’”

SARANG
 

Be mol mila hun tujhe too mera mol kya jane๐Ÿ˜ข๐Ÿ˜ญ๐Ÿ˜ข๐Ÿ˜ญ๐Ÿ˜ข๐Ÿ˜ญ.
Etna hi kya kam he tere siwa ksi ko muyasar nahi hun men๐Ÿ’”.
๐Ÿ’”๐ŸฉธAFTAB.Aafi๐Ÿฉธ๐Ÿ’”

SARANG
 

Zawaal pazeer har orooj hota he.
sooraj bhi to nikl kr ghuroob hota he.
Gham-e-aashqi jesa rog nahin koi.
Mgr judai k bad mlan ka mza bhi khoob hota he.
๐Ÿ’”๐ŸฉธAFTAB.Aafi๐Ÿฉธ๐Ÿ’”

SARANG
 

Mere Alfaz mere dil ki kefyat ke tarjuman hen.
Samjh jaiye jo hen dil k karib, ktne mhrban hen.
๐Ÿ’”๐ŸฉธAFTAB.Aafi๐Ÿฉธ๐Ÿ’”

SARANG
 

Lakhon aeeb sahi mujh men magr๐Ÿ˜”๐Ÿ˜”.
Shukr he mnafiq nahin hun men.๐Ÿ˜”๐Ÿ˜”
๐Ÿ’”๐ŸฉธAFTAB.Aafi๐Ÿฉธ๐Ÿ’”

SARANG
 

Dora chala aata tha k hoga ksi ko entzar mera.
Aafi ab wo aankhen dekhti hen rahen ksi or ki.
๐Ÿ’”๐ŸฉธAFTAB.Aafi๐Ÿฉธ๐Ÿ’”

SARANG
 

Meri apni hi baten mere sar se guzar jati hen.
Wo mjhe samjha hi nahin ye shikwa fazool he.
๐Ÿ’”๐ŸฉธAFTAB.Aafi๐Ÿฉธ๐Ÿ’”