Damadam.pk
SILENT_EVIL's posts | Damadam

SILENT_EVIL's posts:

SILENT_EVIL
 

Mohabat Mohabat ki tarha kar k to dekho, Chahat Chahat ki tarha kar k to dekho, KHUDA bhi mil jayega tumko ek din, Ibadat Ibadat ki tarha kar k to dekho.

SILENT_EVIL
 

Life is 3"EEE" Yesterday is a Experiance, Today is Experiment, & Tomorrow is Expectation. So use your Experiance in your Experiments to achieve your Expactations.

SILENT_EVIL
 

Lambi Umeedoon se door raha karo , Kiun keh woh tumharey pass majod NAIMTOON ko haqeer baan deti hain...!!

SILENT_EVIL
 

4 cheezon ko khoob Sanbhaal kar rakho: 1.Namaz mein Dil ko. 2.Tanhai mein soch ko. 3.Mehfil mein zuban ko. 4.Raasty mein nigaah ko...

SILENT_EVIL
 

thinks the scariest people of all are those who believe their own lies...

SILENT_EVIL
 

"Pehli Baar Hamesha Hum Ghalat Logon Ko Pasand Ker Lete Hen,, , Aur Jab Achay Log milty Hen To Hum Aitbaar Kerna Chhor Chuky Hoty Hen.."

SILENT_EVIL
 

Thora Mukhtalif Hai Lekin Itna Bhi Pechida Nahi Mizaj Hamara,, , Jo Samajh Gaya To Pur-Khuloos Thehry, Jo Na Samjha To Maghrur Thehry..!

SILENT_EVIL
 

§laam All... i hope sb thek hongein

S  : انداز ہی تو بدلے ہیں الفاظ تو نہیں SARKARنام بھی وہی ہے اور پہچان بھی وہی - 
S  : سرِمحفل جو بولوں تو زمانے کو کھٹکتا ہوں😒 رہوں میں چُپ تو اندر کی بغاوت - 
S  🔥 : Islamabad dark click🌺 - 
SILENT_EVIL
 

always b happy all.... §ÌŁƏŇŤ ŇĮĞHŢ

S  : Right nice ✔ - 
S  : Ryt nyc👍✔ - 
SILENT_EVIL
 

b happy ŇĮĞHŢ😴

SILENT_EVIL
 

Kabhi Khamoshi Bhi Bahut Kuch Keh Jaati Hai
Tarapne Ke Liye Yaad Reh Jaati Hai,
Kya Fark Parta Hai Gold Leaf Ho Ya Gold Flake
Jalne Ke Baad Sirf Raakh Reh Jaati Hai.a5

SILENT_EVIL
 

Acha Karte Hain Woh Log Jo Mohabbat Ka Izhaar Nahi Karte,
Khamoshi Mein Mar Jaate Hain Magar Kisi Ko Barbad Toh Nahi Karte

SILENT_EVIL
 

Khamoshi Raat Ki Dekhta Hun Aur Tujhe Sochta Hun
Madhosh Aksar Ho Jata Hun Aur Tujhe Sochta Hun

SILENT_EVIL
 

Zulam Sahna Bhi To Zalim Ki Himayat Thahra
Khamoshi Bhi To Hui Pusht-e-Panahi Ki Tarah

SILENT_EVIL
 

Pyar Ke Do Meethhe Bol Se Khareed Lo MujhKo,
Daulat Dikhayi Toh Saare Jahaan Ki Kam Paregi.