Bhool Jana apno ko aasan nhi hotaπΈππππππΈ
Yadon se Damn churana asan nhi hotaπΈππππππΈ
Gar Mil jae zeest me Ek acha Dost πΈππππππΈ
To Zakhmon k Dil pr asr krna aasan nhi hotaπΈππππππΈ
Ab ke hmne b Diya Tark-e-Talluk ka jawab
Hont khamosh rahe Aankh ne Barish nhi ki
Us ne zahir na kiya apna Pasheman hona
Hm b khamosh rahe hmne b pursish nhi ki
Hmto sunte the k mil jate hen Bichrhe Howe log
Too Jo bichra he to kiya Wkt ne gardish nhi ki
Wo maseha na bna hmne b khwahish nhi ki
Apni sharton pe jiye us se guzarish nhi ki
Jane Q buje lage awal shab sare chirag
Aandhiyon be b AGR che koi sazish nhi ki
Rahiye ab asi jaga chal KR Jahan koi na hoπΈππππ₯ππππΈ
Hm Sukhan koi na ho hm khayal koi na hoπΈππππ₯ππππΈ
.
Ghalib πΌπΉπΌ
Beti to praya Dhan he Sbhi MAA BaBa ye bachpn se kehte
hen πΈππππ₯πππΈπ
To Phir Wqt-e-Rukhst Q Unke naen cham Cham barste
hen πΈππππ₯ππΈπ
For someone's Dearest sisπΉ
With lots of prayers n Happenec
Ek khirki mere Ghar ki us mist khulti thi πΌππΈπΉπΈπΌπ¦
Jahan pr Illim ki Dolt Sar-e-Aam Bat ti thi πΌππΈπΉπΈπΌπ¦
Masooom bachcho ki Aawazon se ek ronk si lgti
this πΈπππΉπππΈπ¦
Ek arsa howa wo khirki weran rehti he πΈπππ₯πππΈπ¦
Jo khush rehti thi kilkariyen sun k πΈπππΉπππΈπ¦
Wo khirhki ab oudas rehti
heπΈπππ₯πππΈπ¦
Zard Patton ki trha Dost howa krte hen πΈππΈ
Toot to jayege mgr Rang Badlenge nhi πΉπΈππΈπΉ
Roothna Manana or Mana k phir roothjana πΌππΌππ
Ye Bhi Ek Ada he Rabte brkrar rkhne ki πΌππΌππ
Naraz honey k liye b koi rishta chahiye ππππ«
Narazgi b buht Qeemti he ye Dolt hr kisi pr lootai nhi
jatiππππ«
Hmse Behtr hmare Dil ka shijra kholti he ππππ¦
Jane anjane sbhi osaf ko behtr tolti heππππ¦
Buht mushkil he mgr Raz sabhi k kholti he,ππππ¦
Han yehi Sach he shairy such Bolti heππππ¦
Hme kb shok tha yon geli ret pr chalne ka πππΈπΉπΈπππ¦
Kb socha tha hmne is Zeest ko yon badlne kaπππΈπΉπΈππ
Mgr ye badla prrhn spna sa lgta he,πππΈπΉπΈππ
Or ye spna apna SA lgta
he πππΈπΉπΈππ
Sache rishte Waadon or ksmon k nhiπππΈπΉπΈπππ¦
Blke,πΌππΌπ¦
Ehsas or Bharose k mohtaj hote henπππΈπΉπΈπππ¦
AGhosh-e-Lehd me Bhi sokoon nhi Milta,ππΈππΈπ
Gar,πππ
Dil ko Dikhaya ho MAA BaBa ka kisi palππΈππΈπ
Koi Sath na ho phir b Muskurate hen πΈπΌπΈ
Hm Ahl-e-Zarf Mushkilon se hara nhi krteπΈπΌπΈ
Maa Bhi kiya khob Hsti Bnayi he Mere πΉRABπΉ neππΉπ
Dedar jiska sabhi Dukh Drd bhula Deta he ππΉπ
Zara c chot lage to Wo Ansoo baha deti heπππ
Sokoon bhari God me hmko sul deti heπππ
Hm krte hen khata to Chtki me bhula deti he πππ
Hm hote henkhafa to Dunya ko bhula deti heπππ
Mt krna ghustakhi A Dost us MAA seπΉβ£οΈπΉ
Jo apne Bachchon ki chah me apna AAP bhula deti
he,πππ
,π¦π«π¦MAAπ¦π«π¦
PTA he jb
πMaaπ
Nhi hoti na to khamkha bolane Wala koi nhi hota .
Ek β£οΈMAAβ£οΈ
Hi to he Jo khamkha bula leti he,ππ€²
Kabhi ,β£οΈMAA BaBaβ£οΈ
Ki yad aye to Behn Bhai Mil KR Batha karo,,β
Kisi k Chehre MaπΉMaaπΉ Muskurati nazr ayegi
Or kisi k Lehje me πΉBabaπΉ
Dengi ne insan ke libas mukmmal krwayaπ«π¦
Orπ₯
Karona virus ne Hijab π¦
Ainsan to to kb apne π¦
RAB k ishare smjhegaπ¦ππ¦
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain