Damadam.pk
Sahfa's posts | Damadam

Sahfa's posts:

Sahfa
 

Kabi mom ban kar pigel gya,,kabi girty girty sambl gya,,wo ban k lamha guraiz ka,,mery pas se yoon nikal gya,,usy rokta b tu kis tahra,,k wo shaks itna ajeb ta,,kabi tarap utha meri aah se,,Kabi aashk se na pigel saka,,sar.e.rah mila agar wo kabi,,tu nazar chura k guzar gya,,wo utar gya meri ankh se,,mery dil se wo q na utar saka,,wo chala gya jahan chor k,,mein wahan se b na palat saka,,wo sambal gya magar aj tak,,mein bikhar k pher na simat saka,,

Sahfa
 

Tum ko uljah k kai sawaloon mein,,Mein ne ji bhar k tumein dekh leya

Sahfa
 

Ye teri ankhoon py halky se parh gye kesy,,Mujy to tu ne kha ta k tu bhula dy ga

Sahfa
 

Wo ye kehta ha bichara b tu lut ayun ga,,Bt karta tu ha mushkil magar asan kar k

Sirf apna khayal rakhna ta ,,ye b na ho saka muj se
S  : Sirf apna khayal rakhna ta ,,ye b na ho saka muj se - 
Sahfa
 

Bichar chala ha tu meri dua b leta ja,,wahan wahan mjy pae jahan jahan jae

Sahfa
 

Tumara sath tasalsul sy chahye muj ko,,Thakan zamanoo ki lamhoon mein kab utartiha

Ya rab andar k mosam aabad rahein,,Bhair guzara ho jata ha
S  : Ya rab andar k mosam aabad rahein,,Bhair guzara ho jata ha - 
Sahfa
 

Zara si dair lagti ha,,zamana dost ho jye tu bht mohtat ho jana,,k is k rang badalny mn zara si dair lgti ha,,koi jo khawb dekho tu foran bhula dena,,k neendein tut jany mein zara si dair lgti ha,,kisi ko dukh kbi dena tu itna soch kar dena,,kisi ki aa lagny mein zara si dair lgti ha,,bht hi motabar hein jin ko muhabatein ras aa jaein,,kisi ko raah badalny mein zara si dair lgti ha

Sahfa
 

Hamein is sard mosam mein teri yadein satati hein,,Tumein ehsas hony tak november beet jye ga

Sahfa
 

Ty kisi or ko muyasir ha,,Is sy bhar kar meri saza kya ho gi

Sahfa
 

Us ki sari adatein ak taraf,,Magar haye!Wo us ka hasty hue chaye☕ pina

Funny joke
S  : Yaad ayun tu itni c anayat karna,,Apny badly hue lehjy ki wazahat karna,,tum - 
Sahfa
 

Moom ki tahra pigalty hue dekha usko,,rut jo badli tu badalty hue dekha usko,,wo jo kantoon ko b narmi se chuva karta ta,,aj pholoon ko masalty hue dekha usko,,na jany kis gham ko chupany ki tamana ha usy,,aj har bt py hasty hue dekha usko,,na jany wo duaon mn mangta ha kisy,,hath utaty hi sisakty hue dekha usko,,pher hath dua k leye uthaye hum ny,,jab muqadar sy ulajty hue dekha usko

Sahfa
 

Udas shamoo mn lut kar wo ana bhul jata ta,,kar k khafa muj ko manana bhul jata ta,,inhi adatoon ny uski mjy badnam kar dala,,wo likh k nam devaroon par mitana bhul jata ta,,mat puch muhabat mn la parwahi uski,,wo dy k zakham muj ko marham lgana bhul nata ta,,kitna dil naseen hota ta uski yad ka manzar,,wo jab b yad ata ta zamana bhul jata ta!

Sahfa
 

Hamein ab kho kar kehta ha mjy tum yad aty ho,,kisi ka ho kar kehta ha mjy tum yad aty ho,,samandar ta tu zor.o.shor se lehrein bhata ta,,ab qatra ho kar kehta ha mjy tum yad aty ho,,sunaty thy jo hal.e.dil tu bas muskurata ta,,ab wohi ro ro kar kehta ha mjy tum yad aty ho,,mat puch us ki bad naseebi ka aalam rukhsar,,k sub kuch kho kar kehta ha mjy tum yad aty ho

Sahfa
 

Kon se wakt aa mily ho tum,,Jab jahan chorny ki khawish ha

Mein sun chuka hu usy ankh ki samahat se,,Wo dekhny mein muhabat ki bt jesa ha
S  : Mein sun chuka hu usy ankh ki samahat se,,Wo dekhny mein muhabat ki bt jesa - 
Hasrat.e.Dedar b kya chez ha sahib,,Wo samny hu tu musalsal dekh b nhi jata
S  : Hasrat.e.Dedar b kya chez ha sahib,,Wo samny hu tu musalsal dekh b nhi jata - 
Tum ne ankhoon se jab sy hijrat ki,,Hum ne ankhoon mein rakh leye ansoo
S  : Tum ne ankhoon se jab sy hijrat ki,,Hum ne ankhoon mein rakh leye ansoo -