Agar mein ada aadura hi lut ayun tu,,Nigah.e.naz!wohi ehtemam ho ga na?Bas ak bar muhabat se dekhna ha idr,,Btao!tum se ye chota sa kam ho ga na?
Zindagi tery tasalsul mn ham ne,,Wo log b khoye Jo sans ki manid thy
Sahfa
: Ya ALLAH un diloon ko sakoon dein jinhein apk siwa suny wala koi nhi -
Aankh lag jae tu sarhany khary rehty hein,,Mar gi mein tu mery dukhoon ne ujar Jana ha
Ajeeb Sher zada ha apni shaksiat,,Jo b milta ha bichar jata ha
Hoti ha kesi hijar ki wehshat mery habib,,Tuj ko b koi Chor k jae pta chaly
Koi manzar sada nhi rehta,,har taluk musafirana ha